Maa Gaura Ka Lal Bada Pyara
Maa, Gaura Ka, Lal Bada Pyara,
Jo, Harta Hai, Sankat Hamara ॥
Jo, Harta Hai, Sankat Hamara ॥
Maa, Gaura Ka, Lal Bada...
Inko, Paan Chadhe, Aur Phool Chadhe ।
Bhakt, Karte Han, Inke Darshan Bade ॥
Inko, Ladduan Ka, Bhog Lage Pyara,
Jo, Harta Hai, Sankat Hamara ।
Maa, Gaura Ka, Lal Bada…
Yah, Andhan Ko, Aankh Hai Dete।
Aur, Kodhan Ko, Kaya Bhi Dete ॥
Banjhan Ko, Putra Ka, Sahara,
Jo, Harta Hai, Sankat Hamara ।
Maa, Gaura Ka, Lal Bada...
Bhaktibharat Lyrics
Ridhi, Siddhi Ke, Ho Bade Pyare ।
Shiv, Gaura Ke, Aankhon Ke Taare ॥
Din, Dukhiyon Ko, Tera Sahara,
Jo, Harta Hai, Sankat Hamara ।
Maa, Gaura Ka, Lal Bada...