Maa Tere Lal Bulaye Aaja (माँ तेरे लाल बुलाए आजा: भजन)


Maan Tere Lal Bulaye Aaja,
Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja,
Maan Tere Lal Bulaye Aaja,
Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥
Tere Bin Maan Koi Hamara Nahin,
Hamen Maan Kisi Ka Sahara Nahin,
Maan Tujh Bin Kisi Ko Pukara Nahin,
Hai Tere Sawali Maiya Tujhse Hi Sawal Hai,
Tere Bin Bachcho Ka Hua Maan Bura Haal Hai,
Maaf Karde Maan Khataye Aaja,
Maaf Karde Maan Khataye Aaja,
Sunle Bachcho Ki Sadaye Aaja,
Maan Tere Laal Bulayen Aaja,
Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥

Hai Toofan Gum Ka Bachale Hamen,
Maan Aanchal Mein Apne Chhupa Le Hume,
Tu Charanon Se Apne Laga Le Humen,
Aaja Maan Deedar De,
Bachcho Ko Apna Pyaar De,
Bhool Ho Gai Koi Maan to,
Use Tu Bisar De,
Bhoolen Meri Bisar De,
Roothti Nahin Maayen Aaja,
Maan Tere Laal Bulayen Aaja,
Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥

Maan Tere Lal Bulaye Aaja,
Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja,
Maan Tere Lal Bulaye Aaja,
Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
माँ तेरे लाल बुलाए आजा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
माँ तेरे लाल बुलाए आजा, सुनले भक्तो की सदाए आजा, माँ तेरे लाल बुलाए आजा, सुनले भक्तो की सदाए आजा ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanShyama Gauri BhajanAmbe Gauri BhajanDevi Mata Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥