Mahabali Hanuman Ji (महाबली हनुमान जी: श्री हनुमान भजन)


Sankat Mochan Naam Tumhara,
Dukhiyo Ka Tum Ho Sahara,
Charo Aor Gunj Raha Hai,
Naam Tera Mahan,
Mahabali Hanuman Ji,
Mahabali Hanuman Ji,
Ram Ram Jai Ram Ram Jai ॥
Anjani Maa Ke Ho Tum Lala,
Kesari Sut Hanumat Bala,
Charo Vedo Ke Tum Gyata,
Balbuddhi Ke Tum Ho Daata,
Jo Bhi Puje Tujhko Hanumati,
Uska Ho Kalyan,
Mahabali Hanuman Ji,
Mahabali Hanuman Ji,
Ram Ram Jai Ram Ram Jai ॥

Ram Ji Ke Kaaj Saware,
Tum Kahalaye Bhagat Pyare,
Lakshman Ke Tum Pran Bachaye,
Parvat Sara Utha Le Aaye,
Sanjivani Buti Samajh Na Aai,
Utha Li Sari Chatan,
Mahabali Hanuman Ji,
Mahabali Hanuman Ji,
Ram Ram Jai Ram Ram Jai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Mahavir Maruti Balsali,
Bhakto Ki Karte Rakhwali,
Mahadev Ke Ho Avatari,
Rohan Aaya Saran Tihari,
Samartha Likhata Mahima Tihari,
Mahabali Hanuman Ji,
Mahabali Hanuman Ji,
Ram Ram Jai Ram Ram Jai ॥
महाबली हनुमान जी: श्री हनुमान भजन - हिन्दी में पढ़ें
संकट मोचन नाम तुम्हारा, दुखियो का तुम हो सहारा, चारो और गूंज रहा है, नाम तेरा महान, महाबली हनुमान जी, महाबली हनुमान जी, राम राम जय राम राम जय ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥