Maine Tere Hi Bharose Hanuman (मैंने तेरे ही भरोसे हनुमान: भजन)


Maine Tere Hi Bharose Hanuman,
Sagar Main Naiya Daal Dae ॥
Kaahe Ki Ya Naav Banai,
Kahe Ki Patavaar,
Rama Kahe Ki Laga Di Janjir,
Sagar Main Naiya Daal Dae,
Maine Tere Hi Bharose Hanuman,
Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Ram Naam Ki Naav Banai,
Bhakti Ki Patavaar,
O Rama Gyaan Ki Laga Di Janjir,
Sagar Main Naiya Daal Dae,
Maine Tere Hi Bharose Hanuman,
Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Kaun Sakhi Vamen Baithanahare,
Kaun Hai Khevanahar,
Rama Kaun Lagaahe Beda Paar,
Sagar Main Naiya Daal Dae,
Maine Tere Hi Bharose Hanuman,
Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Sita Maiya Baithanahari,
Lakshman Khevanahaar,
More Ram Ji Lagaave Beda Paar,
Sagar Main Naiya Daal Dae,
Maine Tere Hi Bharose Hanuman,
Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Tulasidas Aash Raghubar Ki,
Charanan Main Balihar,
More Balaji Lagahay Beda Paar,
Sagar Main Naiya Daal Dae,
Maine Tere Hi Bharose Hanuman,
Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Maine Tere Hi Bharose Hanuman,
Sagar Main Naiya Daal Dae ॥
मैंने तेरे ही भरोसे हनुमान: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैंने तेरे ही भरोसे हनुमान, सागर में नैया डाल दई ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne, Wahi Ye Srishti Chala Rahe Hai, Jo Ped Humne Lagaya Pahale...

Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini

Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini, Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi...

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maiya Odh Chunariyan Lal Ke Bethi Kar Solha Shingar

Maiya Odh Chunariya Laal, Ke Baithi Kar Solah Shringar, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage, Badi Pyari Laage, Badi Soni Laage ॥

Sun Meri Maat Meri Baat

Sun Meri Maat Meri Baat, Chhani Koni Tere Se, Aankhdali Churake Maiya, Jaasi Kathe Mere Se ॥