Maiya Badhai Hai Badhai Hai (मैया बधाईं है बधाईं है - भजन)


Maiya Badhai Hai Badhai Hai,
Baba Badhai Hai Badhai Hai,
Braj Mein Ye Kaisi Khushi Chhai Hai,
Braj Mein Ye Kaisi Khushi Chhai Hai,
Maiya Badhai Hai Badhai Hai,
Baba Badhai Hai Badhai Hai ॥
Ghar Ghar Mein Kesi Khushi Chae Hai,
Shyam Deewane Gave Badhae Hai,
Ghar Ghar Mein Kesi Khushi Chae Hai,
Shyam Deewane Gave Badhae Hai,
Maan Mein Hai Ati Khusi Chae Hai,
Maiya Badhai Hai Badhai Hai,
Baba Badhai Hai Badhai Hai ॥

Bhakto Ne Kesi Dhum Machae Hai,
Dwar Pe Baje Shehnae Hai,
Bhakto Ne Kesi Dhum Machae Hai,
Dwar Pe Baje Shehnae Hai,
Baba Ne Sampati Lutae Hai,
Maiya Badhai Hai Badhai Hai,
Baba Badhai Hai Badhai Hai ॥

Maiya Badhai Hai Badhai Hai,
Baba Badhai Hai Badhai Hai,
Braj Mein Ye Kaisi Khushi Chhai Hai,
Braj Mein Ye Kaisi Khushi Chhai Hai,
Maiya Badhai Hai Badhai Hai,
Baba Badhai Hai Badhai Hai ॥
मैया बधाईं है बधाईं है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैया बधाईं है बधाईं है, बाबा बधाई है बधाई है, ब्रज में ये कैसी ख़ुशी छाई है, ब्रज में ये कैसी ख़ुशी छाई है, मैया बधाईं है बधाईं है, बाबा बधाई है बधाई है ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Maiya Badhai Hai Badhai Hai Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare