Mathura Ke Kanhaiya Gokul Ke Nandkishore (मथुरा के कन्हैया गोकुल के नन्दकिशोर - भजन)


Mathura Ke Kanhaiya , Gokul Ke Nandkishor,
Mujhe Rakh Le Apni Sharan Mein , Main Aaya Teri Aur,
Rishta Ye Tera Mera , Sadiyon Purana,
Phir Se Rishta Kanha , Humko Nibhana,
Mere Is Man Ko to , Bhaye Na Koi Aur,
Mujhe Rakh Le Apni Sharan Mein, Main Aaya Teri Aur,

Mathura Ke Kanhaiya , Gokul Ke Nandkishor,
Mujhe Rakh Le Apni Sharan Mein , Main Aaya Teri Aur,

Pahale Bhi Tha Main , Tera Deewana,
Tera Ye Dar Tha , Mera Thikana,
Chhod Ke Is Dar Ko to , Jau Na Kahi Aur,
Mujhe Rakh Le Apni Sharan Mein , Main Aaya Teri Aur,

Mathura Ke Kanhaiya , Gokul Ke Nandkishor,
Mujhe Rakh Le Apni Sharan Mein, Main Aaya Teri Aur,

Baate Purani Kuchh , Bachi Thi Adhuri ,
Baate Vo Saari Ab , Karni Hai Poori ,
Karne Wahi Baate , Aaya Hoon Teri Aur ,
Mujhe Rakh Le Apni Sharan Mein , Main Aaya Teri Aur,

Mathura Ke Kanhaiya , Gokul Ke Nandkishor ,
Mujhe Rakh Le Apni Sharan Mein , Main Aaya Teri Aur
मथुरा के कन्हैया गोकुल के नन्दकिशोर - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मथुरा के कन्हैया , गोकुल के नंदकिशोर, मुझे रख ले अपनी शरण में , मैं आया तेरी ओर
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanShri Vishnu BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanRadha Raman Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali ।

Ram Katha Sunkar Jana

Jivan Ka Nishkarsh Yahi Hai, Prabhu Prem Mein Lag Jana, Aao Sab Mil Baitho Pyaare, Ram Katha Sunakar Jaana, Aao Sab Mil Baitho Pyaare, Ram Katha Sunakar Jaana ॥

Main Bhi Bolun Ram Tum Bhi Bolo Na

Main Bhi Bolun Ram Tum Bhi Bolo Na, Ram Hai Anmol Mukh Ko Kholo Na ॥

Bol Suva Ram Ram Mithi Mithi Vani Re

Bol Suva Ram Ram, Meethi Meethi Vaani Re..

Hamare Sath Shri Raghunath Too Kis Baat Ki Chinta

Hamare Saath Shri Raghunath Too Kis Baat Ki Chinta। Sharan Mein Rakh Diya Jab Maath Too Kis Baat ..