Mere Bhole Baba Jatadhari Shambhu (मेरे भोले बाबा जटाधारी शम्भू - भजन)


Mere Bhole Baba Jatadhari Shambhu,
Hey Neelkanth Tripurari Hey Shambhu ॥
Nandi Ki Sawari Hai,
Gaura Maiya Sath Hai,
Dor Ye Jeevan Ki,
Tere Hi Hath Hai,
Sarpon Ki Gal Mein Mala Hai,
Pahne Tan Pe Chhala Hai,
Tan Pe Bhasm Ramate Hain,
Mahakal Kahalate Hain,
Teeno Lok Tujhse Paavan,
Hey Dayalu Hey Shambhu,
Mere Bholen Baba Jatadhari Shambhu,
Hey Neelkanth Tripurari Hey Shambhu ॥

Bhooton Ki Sena Hai,
Bhootnath Kahate Hai,
Raas Racha Sang Kanha Ke,
Gopeshwar Ban Jaate Hai,
Jo Bhi Dar Pe Aata Hai,
Jholi Bhar Le Jaata Hai,
Man Ichchha Phal Pata Hai,
Tere Hi Gun Gaata Hai,
Teeno Lok Tujhse Paavan,
Hey Dayalu Hey Shambhoo,
Mere Bholen Baba Jatadhari Shambhoo,
Hey Neelkanth Tripurari Hey Shambhu ॥

Mere Bhole Baba Jatadhari Shambhu,
Hey Neelkanth Tripurari Hey Shambhu ॥
मेरे भोले बाबा जटाधारी शम्भू - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे भोले बाबा जटाधारी शम्भू, हे नीलकंठ त्रिपुरारी हे शम्भू ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole Bhajan

Other Popular Mere Bhole Baba Jatadhari Shambhu Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama

Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath

Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat, Jinka Na Koi Tum Unke Sath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat