Mere Man Ke Andh Tamas Me Jyotirmayi Utaro (मेरे मन के अंध तमस में - भजन)


Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।
Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।
Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।
Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।
Mere Man Ke Andh Tamas Mein,
Jyotirmay Utaro ।
Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।
Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।

Mere Man Ke Andh Tamas Mein,
Jyotirmay Utaro ।
Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।
Jai Jai Maa, Jai Jai Maa ।

Kahan Yahan Devon Ka Nandan,
Malayachal Ka Abhinav Chandan ।
Mere Ur Ke Ujade Van Mein,
Karunamayi Vicharo ॥
॥ Mere Man Ke Andh Tamas Mein… ॥

Nahin Kahin Kuchh Mujh Mein Sundar,
Kajal Sa Kala Yah Antar ।
Praanon Ke Gahare Gahvar Mein,
Mamata Mai Viharo ॥
॥ Mere Man Ke Andh Tamas Mein… ॥

Var De Var De,
Veenna Vaadini Var De ।
Nirmal Man Kar De,
Prem Atul Kar De ।
Sab Ki Sadgati Ho,
Aisa Ham Ko Var De ॥
॥ Mere Man Ke Andh Tamas Mein… ॥

Satyamayi Tu Hai,
Gyanamayi Tu Hai ।
Premamayi Bhi Tu Hai,
Hum Bachcho Ko Var De ॥

Saraswati Bhi Tu Hai,
Mahalakshmi Tu Hai ।
Mahakaali Bhi Tu Hai,
Hum Bhakto Ko Var De ॥
मेरे मन के अंध तमस में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे मन के अंध तमस में, ज्योतिर्मय उतारो। जय जय माँ...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMaa Saraswati BhajanJagjit Singh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Chhoti Si Kishori More Angana Me Dole Re

Chhoti Si Kishori, More Angna Me Dole Re, Chhoti Si Kishori, More Angna Me Dole Re, Pao Me Payaliya Baje, Jhoom Jhooma Jhoom Bole Re

Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya

Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya, Mai Sidhi Meri Sidhi Re Dagariya, Tu Tedha Teri Tedhi Re Najariya ॥