Mere Prabhu Ram Aye Hain (मेरे प्रभु राम आये हैं - राम भजन)


Ram Lakshman Janki,
Jai Bolo Hanuman
Ram Lakshman Janki,
Jai Bolo Hanuman
Siya Var Ramchandra Ki Jai
Prabhu Ramchandra Ki Jai
Avadh Me Horahi Jai Jaikar
Mere Prabhu Ram Aaye Hain
Avadh Me Ho Rahi Jai Jaikar
Mere Prabhu Ram Aaye Hain

Sang Siya Lakshman Ko Lekar
Anjanee Putr Bhee Aaye Hain

Avadh Me Horahi Jai Jaikar
Mere Prabhu Ram Aaye Hain

Kitne Dinon Se Baat Niharoon
Mandir Khoob Sajaie Hain

Avadh Me Horahi Jai Jaikar
Mere Prabhu Ram Aaye Hain

Aise Baso Man Antarman Prabhuji
Raahon Mein Deep Jalaye Hain

Avadh Me Horahi Jai Jaikar
Mere Prabhu Ram Aaye Hain
Avadh He Ho Rahi Jai Jaikar
Mere Prabhu Ram Aaye Hain
मेरे प्रभु राम आये हैं - राम भजन - हिन्दी में पढ़ें
अवध में होरही जय जयकार, मेरे प्रभु राम आये हैं, संग सिया लक्ष्मण को लेकर, अंजनी पुत्र भी आये हैं
Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanDhruv Sharma BhajanSwarna Shri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani, Teri Shakti Hai Aapar, Koi Paya Nhi Paar, Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Maiya Tumse Meri Choti Si Hai Arji

Maiya Tumse Meri, Choti Si Hai Arji, Mano Ya Na Mano, Aage Teri Marji, Mavadi Rakhle Tu, Charon Ke Paas ॥

Aaungi Aaungi Main Agle Baras Phir Aaungi

Aaungi Aaungi Main Agle, Baras Phir Aaungi, Laungi Laungi Teri, Laal Chunariya Laungi ॥