Mere Uthe Virah Me Pir (मेरे उठे विरह में पीर - भजन)


Mere Uthe Virah Me Pir,
Sakhi Brundaban Jaungi ॥
Shlok-
Sab Dwaran Ko Chod Ke,
Shyam Aae Tere Dwar,
Shree Brushbhan Ki Ladli,
Meri Aur Nihar ॥

Mere Uthe Virah Me Pir,
Sakhi Brundaban Jaungi,
Murali Baje Yamuna Tir,
Sakhi Brundaban Jaungi ॥

Shyam Saloni Surat Pe,
Diwani Ho Gae,
Ab Kese Dharu Dhir Shakhi,
Sakhi Brundaban Jaungi ॥

Chod Diya Maine Bhojan Pani,
Shyam Ki Yaad Mein,
Mere Nainan Barse Nir,
Sakhi Brundaban Jaungi ॥

Is Duniya Ke Rishte Nate,
Sab Hi Chod Diya,
Tujhe Kese Dikhaun Dil Chir,
Sakhi Brundaban Jaungi ॥

Nain Lade Mere Girdhar Se,
Babri Ho Gae,
Duniya Se Ho Gae Anjani,
Sakhi Brundaban Jaungi ॥

Mere Uthe Virah Me Pir,
Sakhi Brundaban Jaungi,
Murali Baje Yamuna Tir,
Sakhi Brundaban Jaungi ॥
मेरे उठे विरह में पीर - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे उठे विरह में पीर, सखी वृन्दावन जाउंगी, मुरली बाजे यमुना तीर, सखी वृन्दावन जाउंगी ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon Bhajan

Other Popular Mere Uthe Virah Me Pir Video

Vrindavan Jaungi Sakhi By Riya Brijwasi

Vrindavan Jaungi Sakhi By Devi Neha Saraswat

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥