Meri Maiya Chali Ashuvan Dhara Bahi (मेरी मैया चली, असुवन धारा बही - भजन)


Meri Maiya Chali,
Asuvan Dhara Bahi,
Nau Din Maiya Ne,
Beto Ki Vipda Hari,
Meri Maiya Chalin,
Asuvan Dhara Bahi ॥
Sare Jagat Ki Hai Maharani,
Bhakton Ki Shraddha Mata Ne Jaani,
Dil Mein Hai Khalbali,
Asuvan Dhara Bahi,
Meri Maiya Chalin,
Asuvan Dhara Bahi ॥

Maiya Atithi Ban Kar Aai,
Jagmag Deepak Jyot Jalai,
Sab Ki Bigdi Bani,
Asuvan Dhara Bahi,
Meri Maiya Chalin,
Asuvan Dhara Bahi ॥

Aaj Vidai Maiya Ki Aai,
Bhakto Ne Mahima Maiya Ki Gai,
Man Mein Jyot Jali,
Asuvan Dhara Bahi,
Meri Maiya Chalin,
Asuvan Dhara Bahi ॥

Daas Ki Vinti Sunlo
Sab Ki Arji Maan Poori Kardo,
Reva Ke Teer Chali,
Asuvan Dhara Bahi,
Meri Maiya Chalin,
Asuvan Dhara Bahi ॥

Meri Maiya Chali,
Asuvan Dhara Bahi,
Nau Din Maiya Ne,
Beto Ki Vipda Hari,
Meri Maiya Chalin,
Asuvan Dhara Bahi ॥
मेरी मैया चली, असुवन धारा बही - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी मैया चली, असुवन धारा बही, नौ दिन मैया ने, बेटो की विपदा हरी, मेरी मैया चलीं, असुवन धारा बही ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Meri Maiya Chali Ashuvan Dhara Bahi Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye

Main Balak Tu Mata Sherawaliye, Hai Atut Yah Naata Sherawaliye

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr