Mohe Mitho Mitho Saryu Ji Ko Pani Lage (मोहे मिठो मिठो, सरजू जी को पानी लागे - भजन)


Sita Ram Ji Pyari Rajdhani Lage,
Rajdhani Lage,
Mohe Mitho Mitho, Saraju Ji Ko Paani Lage ।
Sita Ram Ji Pyari Rajdhani Lage,
Rajdhani Lage,
Mohe Mitho Mitho, Saraju Ji Ko Paani Lage ।
Jay Ho Prabhu Ram Ki Jai Ho Ayodhya Dham Ki,
Dhanya Kaushalya Dhanya Sumitra Dhanya Kaiki Maiya,
Dhanya Kaikayi Maiya,
Dhanya Kaushalya Dhanya Sumitra Dhanya Kaiki Maiya,
Dhanya Kaikayi Maiya, Dhanya Bhoop Dashrath Ke Angna,
Khelat Chaaro Bhaiya,
Meethi Totli Rasili Prabhu Ki Baani Lage
Prabhu Ki Bani Lage,mohe Mitho Mitho, Saraju Ji Ko Paani Lage ।
Sita Ram Ji Pyari Rajdhani Lage,
Rajdhani Lage
Mohe Mitho Mitho,sarju Ji Ko Paani Lage ।

Param Suhavan Janam Bhoomi Shri Raghuvar Ram Lala Ki,
Raghuvar Ram Lala Ki,
Kanak Bhawan Sundar Shobha Ho,
Kanak Bhawan Sundar Shobha,
Lakshman Jyut Ke Kila Ki,
Jahaan Ke Kan Kan Mein Prabhu Ki
Nishani Lage, Nishani Lage,
Mohe Mitho Mitho, Saraju Ji Ko Paani Lage ।
Sita Ram Ji Pyari Rajdhani Lage,

Rangamahal Hanumangadhi Chhoti Chhawani Ati Sundar,
Chhoti Chhawani Ati Sundar,
Rangamahal Hanumangadhi Chhoti Chhawani Ati Sundar,
Chhoti Chhawani Ati Sundar,
Swayam Jagat Ke Malik Baithe,
Swayam Jagat Ke Malik Baithe,
Kanak Bhawan Ke Andar,
Sita Ram Jo Ki Shobha Sukhkani Lage,
Sukhkani Lage,
Sita Ram Ji Pyari Rajdhani Lage,
Rajdhani Lage
Mohe Mitho Mitho,sarju Ji Ko Paani Lage ।
मोहे मिठो मिठो, सरजू जी को पानी लागे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सजा दो घर को गुलशन सा, अवध मे राम आए है, मेरे सरकार आए हैं..
Bhajan Ayodhya BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanRam Navmi BhajanShri Raghuvar BhajanJai Shri Ram BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi Bhajan5 August BhajanShilanyas BhajanDiwali BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan

Other Popular Mohe Mitho Mitho Saryu Ji Ko Pani Lage Video

By Devendra Pathak Ji Maharaj

Sadhvi Saraswati

By Maithali Thakur

By Agam Aggarwal

By Pandit Abhishek Pathak Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Ka Naam Lo

Ram Ka Naam Lo, Ya Shyam Ki Pooja Karlo, Koi Antar Nahi Dono Me, Bharosa Karalo ॥

Raghuvir Ko Pranam Hamara Keh Dena

O Jane Wale Raghuvir Ko, Pranam Hamara Kah Dena Pranam Hamara Kah Dena, Sitaram Hamara Kah Dena ॥

Sone Ki Lanka Jalai Gayo Re Ek Choto So Vanar

Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar, Choto So Vanar, Ek Choto So Vanar, Ravan Ko Pani Pilaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar, Sone Ki Lanka Jalaye Gayo Re, Ek Choto So Vanar ॥

Jai Bajrangbali Jai Hanumana

Hanumanaji Stuti, Jay Bajarangi Jay Hanumana, Rudra Roop Jay Jay Balbaan, Sankat Mochan Siy Matu Ke Pyare ॥

Veer Bali Hanuman Ye Hai Ram Bhakt Hanuman

Veer Bali Hanuman, Ye Hai Ram Bhakt Hanuman, Sare Jag Main Phela Shaan, Sare Bhakt Kare Gungan,
Thari Jay Ho, Thari Jay Ho Pawan Sut, Bajarangi Hanuman, Balaji Teri Jay Ho,
Pawan Sut Maa Anjani Ke Lala ॥