More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa (मोरे उज्जैन के राजा करों किरपा - भजन)


More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa ॥
Doha - Mahakal So Naam Nahi,
Aur Ujjain So Koi Dhaam,
Karle Mere Mahakal Ki Bhakti,
Tere Ho Jaye Sab Kaam ॥

More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Shish Gang Tan Bhasmi Dhari,
Roop Anupam Nandi Sawari,
Teri Sharan Mein Kaal Bhi Hare,
Tum Anata Kai Naam Tumhare,
Karo Kirpa,
More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Jiske Maan Mein Shiv Na Samaya,
Usne Kaha Phir Shiv Ko Paya,
Phool Nahi Isliye Bhi Laya,
Khud Ko Arpan Karne Aya,
Karo Kirpa,
More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Main Ek Deepak Bhole Baba,
Tum Is Deep Ki Jyoti,
Tere Naam Se Bhagt Ki Baba,
Duniya Jagmag Hoti,
Arji Suno Ujjain Ke Raja,
Kismat Meri Khoti,
Karo Kirpa,
More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa,
More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥
मोरे उज्जैन के राजा करों किरपा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मोरे उज्जैन के राजा करों किरपा, मोरे राजा महाराजा करो किरपा ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Namavali: Ramayan Manka 108

Bhid Padi Jab Bhakt Pukare । Door Karo Prabhu Du:kh Hamare ॥ Dasharath Ke Ghar Janme Ram ।

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Radhe Pooch Rahi Tulsa Se

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se, Tulsa Kahan Tera Sasural । Kahan Tera Sasural Tulsa, Kaun Tere Bhartaar ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...