Moriya Re Moriya Ganpati Bappa Moriya (मोरिया रे मोरिया गणपति बाप्पा मोरिया: श्री गणेश भजन)


Tu Hi Kastha Nivare Moriya,
Tu Hi Bhagto Ko Tare Moriya,
Tu Hi Paar Utare Moriya,
Moriya Re Moriya Ganpati Bappa Moriya ॥
Yugo Yugo Se Kahati Duniya Ek Dant Dhari,
Har Pal Kirpa Karta Tera Darshan Manohari,
Moriya Re Moriya Ganpati Bappa Moriya ॥

Kesar Chandan Tilak Lagaye Mitha Modak Bhog Lagaye,
Ham Dinan Ko Paar Lagao Shambhu Sut Vari,
Tu Hi Rah Dikhaye Moriya,
Tu Hi Shristi Chalaye Moriya,
Tu Hi Sab Ko Khilaye Moriya,
Moriya Re Moriya Ganpati Bappa Moriya ॥

Hey Gannayak Kirpa Kardo Data Meri Jholi Bhar Do,
Japu Mein Tera Naam Gajanan Char Bhuja Dhari,
Tu Hi Kasti Saware Moriya,
Tu Hi Bigadi Banaye Moriya,
Tu Hi Jag Ko Chalaye Moriya,
Moriya Re Moriya Ganpati Bappa Moriya ॥
BhaktiBharat Lyrics

Sarvin Tohe Arja Lagaye Haath Jod Ke Tujhe Bulaye,
Manokamana Puri Kardo Jag Ke Balhari,
Tu Hi Riddhi Ke Daata Moriya,
Tu Hi Siddhi Ke Daata Moriya,
Tu Hi Buddhi Ke Daata Moriya,
Moriya Re Moriya Ganpati Bappa Moriya ॥
मोरिया रे मोरिया गणपति बाप्पा मोरिया: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
तू ही कष्ट निवारे मोरिया, तू ही भगतो को तारे मोरिया, तू ही पार उतारे मोरिया, मोरिया रे मोरिया गणपति बाप्पा मोरिया ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chalti Hai Saari Srishti Mahakal Ke Dar Se

Mere Mahakal Ki To Duniya Hi Dewani Hai, Banate Bigadi Sabaki Bhole Aughadadani Hai, Aasara Paaya Hai Krshna Ne Baba Tere Hi Dar Se, Mere Mahakal Ke Dar Se, Mere Mahakal Ke Dar Se ॥

Jogi Bhesh Dharkar Nandi Pe Chadhkar

Jogi Bhesh Dharkar Nandi Pe Chadhkar ॥

Shankar Ke Dware Chale Kavariya

Shankar Ke Dware Chale Kanwariya, Bhole Ke Pyare Chale Kanwariya

Main Beta Hun Mahakal Ka

Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka, Bhole Baba Mere Hai, Main Beta hun Mahakal Ka, Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka ॥

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe । Shyama Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ॥