Mujhe Khatu Bulaya Hai (मुझे खाटू बुलाया है: भजन)


Mujhe Khatu Bulaya Hai,
Mujhko Badhae Do Sabhi,
Baba Shyam Ne Bulaya Hai,
Mujhe Khatu Bulaya Hai,
Mujhko Roko Na Koi,
Baba Shyam Ne Bulaya Hai ॥
Main Nishan Uthaunga,
Main Nishan Uthaunga,
Ringas Se Pehele Chalkar Ke,
Baba Shyam Ko Chadhaunga ॥

Toran Dwar Jab Pahachunga,
Toran Dwar Jab Pahachunga,
Shis Jhukakar Saware,
Tere Charanon Ko Chumunga ॥

Lambi Lambi Katare Hai,
Lambi Lambi Katare Hai,
Hamko Jita Do Saware,
Hum Bhi Duniya Se Hare Hai ॥

Badi Dur Se Aaya Hun,
Ek Phul Main Laya Hun,
Ise Swikaar Kar Lo,
Sachchi Bhawana Se Laya Hun ॥

Main Jaldi Aunga,
Main Jaldi Aunga,
Kaam Banana Saware,
Tere Sukar Manaunga,
Tere Bhajano Ko Gaunga ॥

Mujhe Khatu Bulaya Hai,
Mujhko Badhae Do Sabhi,
Baba Shyam Ne Bulaya Hai,
Mujhe Khatu Bulaya Hai,
Mujhko Roko Na Koi,
Baba Shyam Ne Bulaya Hai ॥
मुझे खाटू बुलाया है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे खाटू बुलाया है, मुझको बधाई दो सभी, बाबा श्याम ने बुलाया है, मुझें खाटू बुलाया है, मुझको रोको ना कोई, बाबा श्याम ने बुलाया है ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥

Mano Toh Main Ganga Maa Hun

Mano to Main Ganga Maa Hun, Na Mano to Bahata Pani, Jo Swarg Ne Di Dharti Ko, Mein Hun Pyar Ki Vahi Nishani