Na Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun: Kamana (न मैं धान धरती न धन चाहता हूँ: कामना)


Na Main Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun ।
Krpa Ka Teri Ek Kan Chahata Hun ॥
Rahe Naam Tera Vo Chahun Main Rasna ।
Sune Yash Tera Vah Shravan Chahata Hun ॥

Na Main Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun ।
Kripa Ka Teri Ek Kan Chahata Hun ॥

Vimal Gyan Dhara Se Mastishk Urbar ।
Va Shraddha Se Bharpur Mann Chahata Hun ॥

Na Main Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun ।
Kripa Ka Teri Ek Kan Chahata Hun ॥

Kare Divya Darshan Tera Jo Nirantar ।
Wahi Bhagyashali Nayan Chahata Hun ॥

Na Main Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun ।
Kripa Ka Teri Ek Kan Chahata Hun ॥

Nahin Chahata Hai Mujhe Swarg Chhavi Ki ।
Main Keval Tumhen Pran Dhan ! Chahata Hun ॥

Na Main Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun ।
Kripa Ka Teri Ek Kan Chahata Hun ॥

Prakash Aatma Mein Alaukik Tera Hai ।
Param Jyoti Pratyek Kshan Chahata Hun ॥

Na Main Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun ।
Kripa Ka Teri Ek Kan Chahata Hun ॥
न मैं धान धरती न धन चाहता हूँ: कामना - हिन्दी में पढ़ें
न मैं धान धरती न धन चाहता हूँ । कृपा का तेरी एक कण चाहता हूँ ॥ रहे नाम तेरा वो चाहूं मैं रसना...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanKamana BhajanYachana BhajanDevi Chitralekhaji Bhajan

Other Popular Na Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun: Kamana Video

By Shri Gaurav Krishna Goswamiji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Lanka Main Jaayeyo Hanuman Aise Kah Dena

Lanka Mein Jaiyo Hanuman, Aise Kah Dena, Tune Suni Siya Churai Hai, Tohe Laaj Sharm Nahin Aai Hai, Raja Se Bana Phakir, Aise Kah Dena... ॥

Kahat Hanuman Jai Shri Ram

Kahat Hanuman Jai Shri Ram, Laga Ke Sindoor Badan Pe, Pane Ko Shri Ram Ka Pyar..