Nand Ke Anand Bhayo (नन्द के आनंद भयो: जन्माष्टमी भजन)


This song / Bhajan is very popular in the north states of India and Gujarat in the joy of the birthday, Janmashtami, Garwa and the newborn!Anand Umang Bhayo,
Jay Ho Nand Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Brij Mein Anand Bhayo,
Jay Yashoda Lal Ki ।
Hathi Ghoda Palki,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Jay Ho Nandlal Ki,
Jay Yashoda Lal Ki ।
Gokul Mein Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki .
॥ Anand Umang Bhayo… ॥

Anand Umang Bhayo,
Jay Ho Nand Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Brij Mein Anand Bhayo,
Jay Yashoda Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Anand Umang Bhayo,
Jay Ho Nand Lal Ki ।
Gokul Mein Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Jay Ho Nandlal Ki,
Jay Yashoda Lal Ki ।
Hathi Ghoda Palki,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Anand Umang Bhayo,
Jay Ho Nand Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Brij Mein Anand Bhayo,
Jay Yashoda Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Anand Umang Bhayo,
Jay Ho Nand Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Koti Brahmand Ke,
Adhipati Lal Ki ।
Hathi Ghoda Palki,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Gau Charane Aaye,
Jay Ho Pashupal Ki ।
Gokul Mein Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Koti Brahmand Ke,
Adhipati Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Gau Charane Aaye,
Jay Ho Pashupal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Poonam Ke Chand Jaisi,
Shobhi Hai Baal Ki ।
Hathi Ghoda Palki,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Anand Umang Bhayo,
Jay Ho Nand Lal Ki ।
Gokul Mein Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Koti Brahmand Ke,
Adhipati Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Gau Charane Aaye,
Jay Ho Pashupal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Bhakto Ke Anandkanad,
Jay Yashoda Lal Ki ।
Hathi Ghoda Palki,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Jay Ho Yashoda Lal Ki,
Jay Ho Gopal Ki ।
Gokul Mein Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Koti Brahmand Ke,
Adhipati Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Gau Charane Aaye,
Jay Ho Pashupal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Anand Se Bolo Sab,
Jay Ho Brij Lal Ki ।
Hathi Ghoda Palki,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Jay Ho Brij Lal Ki,
Paavan Pratipal Ki ।
Gokul Mein Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Koti Brahmand Ke,
Adhipati Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Gau Charane Aaye,
Jay Ho Pashupal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥

Anand Umang Bhayo,
Jay Ho Nand Lal Ki ।
Nand Ke Anand Bhayo,
Jay Kanhiya Lal Ki ॥
॥ Brij Mein Anand Bhayo… ॥
नन्द के आनंद भयो: जन्माष्टमी भजन - हिन्दी में पढ़ें
आनंद उमंग भयो, जय हो नन्द लाल की। नन्द के आनंद भयो, जय कन्हिया लाल की॥
Bhajan Shri Krishna BhajanJanmashtami BhajanNewborn BhajanBadhai BhajanGarwa BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBal Krishna BhajanBrij BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam Bhajan

Other Popular Nand Ke Anand Bhayo Video

Janamashtmi Bhajan Nand Ke Anand Bhayo By Rakesh Kala

Janamashtmi Bhajan Nand Ke Anand Bhayo By Devi Chitralekhaji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jai Jai Ganraj Manaun

Jai Jai Ganraj Manaun, Charanon Mein Shish Navaun, Jab Tak Saanse Hain Tan Mein, tera Hi Dhyan Lagaun,
Gajanand Ji Hamare Ghar Aao, Bulate Hai Chale Aao ॥

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa, More Raja Maharaj Karo Kirpa, Kirpa Karo Maharaj Gaganan, Maa Gaura ke Laala, Gajanan Kirpa, More Ganpati Ganesh Karo Kirpa, More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Gauri Ke Lala Ho Mere Ghar Aa Jana

Gauri Ke Lala Ho, Mere Ghar Aa Jana, Ghar Aangan Ki O Deva, Sobha Badha Jana, Gauri Ke Lala Ho,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Gajanan Aa Jao Ek Baar

Sabse Pahle Ho Teri Pooja, Phir Kaam Bane Baba Duja, Ho Teri Pooja Ho Har Baar, Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥