Nandrani Kanhaiya Jabar Bhayo Re (नंदरानी कन्हयो जबर भयो रे - भजन)


Nandrani Kanhaiya Jabar Bhayo Re,
Meri Matki Ulat Ke Palat Jayo Re ॥Panghat Pe Aake Kare Jora Jori,
Chupke Se Aaye Kare Chir Chori,
Maiya Hallo Macho To Satak Gaye Re,
Meri Matki Ulat Ke Palat Jayo Re ॥

Muskurana Iski Lage Pyari Pyari,
Deewani Hue Iski Sari Brajnari,
Ek Ki Bansi Mein Jiyaro Akaik Gayo Re,
Meri Matki Ulat Ke Palat Jayo Re ॥

Ghar Ghar Mein Jake Ye Makhan Churawe,
Khawe Sw Khawe Jami Pe Girawe,
Maiya Rokano Hamaro Khatak Gayo Re,
Meri Matki Ulat Ke Palat Jayo Re ॥

Main To Dukhari Garibi Ki Mari,
Nahi Jor Chalyo To Dinhi Mein Gali,
Nandu Baiya Kanhaiya Jhatak Gayo Re,
Meri Matki Ulat Ke Palat Jayo Re ॥

Nandrani Kanhaiya Jabar Bhayo Re,
Meri Matki Ulat Ke Palat Jayo Re ॥
नंदरानी कन्हयो जबर भयो रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
नंदरानी कन्हयो जबर भयो रे, मेरी मटकी उलट के पलट गयो रे ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...