Sidha Sadha Bhola Bhala, Chhota Sa Ek Balak,
Sidha Sadha Bhola Bhala, Chhota Sa Ek Balak,
Jane Kaise Ban Gaya Woh, Ram Ji Ka Sadhak,
Jane Kaise Ban Gaya Woh, Ram Ji Ka Sadhak,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
Bhukhe Ko Bhojan Woh Deta, Man Ki Baate Padh Leta,
Bhukhe Ko Bhojan Woh Deta, Man Ki Baate Padh Leta,
Jo Bhi Jaye Uske Sharan Men, Sankat Uska Har Leta,
Jo Bhi Jaye Uske Sharan Men, Sankat Uska Har Leta,
Lila Uski Badi Nirali, Leela Uski Badi Nirali,
Aur Mahima Hai Aprampar,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
Bhaktibharat Lyrics
Na Paise Ka Moh Usko, Na Dhan Ki Koi Chah,
Na Paise Ka Moh Usko, Na Dhan Ki Koi Chah,
Ek Haath Mein Le Ke Kamandal, Chal Diya Dharm Ki Rah,
Ek Haath Mein Le Ke Kamandal, Chal Diya Dharm Ki Rah,
Ram Ko Dil Mein Basa Liya, Ram Ko Dil Mein Basa Liya,
Aur Chhod Diya Ghar Bar,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
Na Kisi Se Koi Rishta, Na Kisi Se Naata,
Na Kisi Se Koi Rishta, Na Kisi Se Naata,
Ram Ji Se Joda Usne, Janam Janam Ka Naata,
Ram Ji Se Joda Usne, Janam Janam Ka Naata,
Ram Hi Uske Swami Hai, Ram Hi Uske Swami Hai,
Aur Ram Hi Bhagya Vidhata,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
Hanuman Si Bhakti Uski, Woh to Hanuman Ka Ansh,
Hanuman Si Bhakti Uski, Woh to Hanuman Ka Ansh,
Uske Dil Mein Basa Hua Hai, Sita Ram Ka Ansh,
Uske Dil Mein Basa Hua Hai, Sita Ram Ka Ansh,
Ram Ka Woh to Sachcha Sevak, Ram Ka Woh to Sachcha Sevak,
Aur Ram Ka Param Bhakt,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli,
O Baba Neem Karoli, O Baba Neem Karoli ॥