Oonchi Oonchi Wadi From omg 2 Movie Bhajan (ऊँचे ऊँचे वादी में - भजन)


Oonche Oonche Wadi Mein
Baste Hai Bhole Shankar
Oonche Oonche Waadi Mein
Baste Hai Bhole Shankar
Kaisi Ye Lagi Mujhko Teri Lagan

Gaun Aur Jhoomu Hoke Tujhme Magan

Sambhu!


Oonchi Oonchi Wadi Mein

Baste Hai Bhole Shankar

Oonchi Oonchi Waadi Mein

Baste Hai Bhole Shankar


Bhole Bhole Shankar Bhole Bhole

Bhole Bhole Shankar Bhole


Rudra Roopa Mahadeva

Trikal Darshi Shankara

Rudra Roopa Mahadeva

Trikal Darshi Shankara Shankara


Har Har Sambhu Kahan Nahi Tu

Mere Sambhu

Tu Brahma Tu Vishnu

Har Ghar Har Man Sambhu


Ik Chote Rudraksh Mein

Bade Pahad Mein Sambhu

Barik Dhage Mein Dikhta

Gehri Nadi Mein Sambhu


Alakh Niranjan Mere Digamber

Bandh Le Apne Bandhan Mein

Shiv Tera Dhayan Agar Bhool Jaun

To Main Mar Jaun


Pyaar Se Tere Sabka Jeewan Chale

Khushiyan Tu Deve Sabke Kasht Hare


Oonchi Oonchi Wadi Mein

Baste Hai Bhole Shankar

Bhole Bhole Shankar Bhole

Oonchi Oonchi Waadi Mein

Baste Hai Bhole Shankar

Sambhu!


Parvat Pe Baitha Mera Bhola Shankar

Main Uska Deewana

Bholenath Ka Hoon Main Deewana

Bholenath Ka Hoon Main Deewana


Jhuthi Ye Duniya Sari Jhutha Ye Zamana

Bholenath Ka Hoon Main Deewana

Bholenath Ka Hoon Main Deewana


Kaisi Ye Laagi Mujhko Teri Lagan

Gaun Aur Jhoomu Hoke Tujhme Magan

Sambhu!


Oonchi Oonchi Wadi Mein

Baste Hai Bhole Shankar

Oonchi Oonchi Waadi Mein

Baste Hai Bhole Shankar


Bhole Bhole Shankar Bhole Bhole

Bhole Bhole Shankar Bhole


Rudra Roopa Mahadeva

Trikal Darshi Shankara

Rudra Roopa Mahadeva

Trikal Darshi Shankara Shankara


Bhole Bhole Shankar Bhole
ऊँचे ऊँचे वादी में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऊँचे ऊँचे वादी में, बसते हैं भोले शंकर, ऊँचे ऊँचे वादी में, बसते हैं भोले शंकर...
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanMovie BhajanOmg 2 Movie Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥