Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai (पार्वती तेरा भोला, जगत में: शिव भजन)


Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Jo Mai Hoti Ganga Jaisi,
Jo Mai Hoti Ganga Jaisi,
Jata Mein Jaay Samati ।
Pati to Tera Sabse Nirala Hai ।

Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।

Jo Mai Hoti Chanda Jaisi,
Jo Mai Hoti Chanda Jaisi,
Mathe Pe Jaay Samati ।
Pati to Tera Sabse Nirala Hai ।

Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।

Jo Mai Hoti Nagon Jaisi,
Jo Mai Hoti Nagon Jaisi,
Gale Mein Jaay Samati ।
Pati to Tera Sabse Nirala Hai ।

Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।

Jo Mai Hoti Damru Jaisi,
Jo Mai Hoti Damru Jaisi,
Hathon Mein Jaay Samati ।
Pati to Tera Sabse Nirala Hai ।

Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।

Jo Mai Hoti Gaura Jaisi,
Jo Mai Hoti Gaura Jaisi,
Bagal Mein Jaay Samati ।
Pati to Tera Sabse Nirala Hai ।

Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।

Jo Mai Hoti Ganpati Jaisi,
Jo Mai Hoti Ganpati Jaisi,
Godi Mein Jaay Samati ।
Pati to Tera Sabse Nirala Hai ।

Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।

Jo Mai Hoti Nandi Jaisi,
Jo Mai Hoti Nandi Jaisi,
Charnon Mein Jaay Samati ।
Pati to Tera Sabse Nirala Hai ।
BhaktiBharat Lyrics

Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
Parvati Tera Bhola,
Jagat Mein Sabse Nirala Hai ।
पार्वती तेरा भोला, जगत में: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
पार्वती तेरा भोला, जगत में सबसे निराला है । जो मै होती गंगा जैसी..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanTeej BhajanHariyali Teej BhajanHaritalika Teej Bhajan

Other Popular Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥