Prabhu Maine Tumhe Paar Kiya Tum Mohe Paar Karo (प्रभु मैंने तुम्हें पार किया, तुम मोहे पार करो: भजन)


Prabhu Maine Tumhai Paar Kiya,
Tum Mohe Paar Karo ॥
Doha - Kevat Ne Jab Prabhu Shreeram Ko,
Nav Se Nadi Ke Paar Kiya,
Utrai Jab Prabhu Dene Lage,
Usne Inkar Kiya ॥

Prabhu Maine Tumhai Paar Kiya,
Tum Mohe Paar Karo,
Apne Charanon Ke Dhul Se,
Apne Charanon Ke Dhul Se,
Mera Uddhar Karo,
Prabhu Maine Tumhai Paar Kiya,
Tum Mohe Paar Karo ॥

Aap To Antaryami Ho Prabhu Ji,
Main Garib Kevat Hun,
Dhan Dhan Bhaag Hamaare Hai Jo,
Aapake Itane Nikat Hun,
Apane Charanon Mein Mera,
Apane Charanon Mein Mera,
Bandan Swikar Karo,
Prabhu Maine Tumhai Paar Kiya,
Tum Mohe Paar Karo ॥

Aap Ne Kitane Din Dukhi,
Pidit Ko Taara Hai,
Nirdhan Asahaayon Ke Bhi,
To Bhaagy Sanvara Hai,
Nahin Chaahi Ann Dhan Sona,
Nahin Chaahi Ann Dhan Sona,
Bas Beda Paar Karo,
Prabhu Maine Tumhai Paar Kiya,
Tum Mohe Paar Karo ॥

Prabhu Maine Tumhai Paar Kiya,
Tum Mohe Paar Karo,
Apne Charanon Ke Dhul Se,
Apne Charanon Ke Dhul Se,
Mera Uddhar Karo,
Prabhu Maine Tumhai Paar Kiya,
Tum Mohe Paar Karo ॥
प्रभु मैंने तुम्हें पार किया, तुम मोहे पार करो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
प्रभु मैंने तुम्हें पार किया, तुम मोहे पार करो, अपने चरणों की धूलि से, अपने चरणों की धूलि से, मेरा उद्धार करो, प्रभु मैंने तुम्हें पार किया, तुम मोहे पार करो ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Maa Tu Hi Tu

Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu, Maan Tu Hi Tu Maye Tu Hi Tu ॥

Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare

Meri Maiya Tumhe Arpan, Bhala Hum Kya Karen, Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala, Dam Kya Bharen, Meri Maiya Tumhen Arpan, Bhala Hum Kya Karen ॥

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri, Liye Sankat Hajaro Ke Haar, Aaj Chinta Maa Har Lena Meri, Badi Mushkil Se Aai Tere Dar, Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥