Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani (बड़ा प्यारा सजा है तेरा द्वार भवानी - भजन)


Darbar Tera Darbaron Mein,
Ek Khas Ehamiyat Rakhta Hai.
Usko Vaisa Mil Jata Hai,
Jo Jaisi Niyat Rakhta Hai.
Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani.
Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Unche Parbat Bhawan Nirala.
Aa Ke Shish Nivave Sansar, Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar Bhawani.

Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai.
Tere Charnon Mein Ganga Ki Dhar, Bhawani.
Tere Bhakton Ki Lagi Hai Katar, Bhawani.

Lal Chunariya Lal Lal Chuda.
Gale Lal Phoolon Ke Sohe Har, Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar, Bhawani.

Sawan Mahina Maiya Jhula Jhule.
Dekho Roop Kanjko Ka Dha\ar Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar Bhawani.

Pal Mein Bharati Jholi Khali.
Tere Khule Daya Ke Bhandar, Bhawani.
Tere Bhakton Kee Lagi Hai Katar, Bhawani.

Lakh Ko Hai Tera Sahara Maa.
Karde Apne Saral Ka Beda Par, Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar Bhawani.
भक्ति भारत लिरिक्स

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
बड़ा प्यारा सजा है तेरा द्वार भवानी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बड़ा प्यारा सजा है तेरा द्वार भवानी। भक्तों की लगी है कतार भवानी...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai

Jab Jab Inke Bhakton Pe, Koi Sankat Aata Hai, Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Mere Balaji Maharaj Jaikara Gunje Gali Gali

Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali ॥