Rakh Laaj Meri Ganpati (रख लाज मेरी गणपति - भजन)


Rakh Laaj Meri Ganpati,
Apni Sharan Mein Lijiye ।
Kar Aaj Mangal Ganpati,
Apni Kripa Ab Kijiye ॥
Rakh Laaj Meri Ganpati
Rakh Laaj Meri Ganpati
Siddhi Vinayak Duhkh Haran,
Santap Haari Sukh Karan ।

Karoon Prarthna Main Nitt Prati,
Vardaan Mangal Dijiye ॥

Rakh Laaj Meri Ganpati,
Apni Sharan Mein Lijiye ।
Kar Aaj Mangal Ganpati,
Apni Kripa Ab Kijiye ॥
Rakh Laaj Meri Ganpati

Teri Daya, Teri Kripa,
Hey Nath Hum Maange Sada ।
Tere Dhyan Mein Khove Mati,
Pranam Mam Ab Lijie ॥

Rakh Laaj Meri Ganpati,
Apni Sharan Mein Lijiye ।
Kar Aaj Mangal Ganpati,
Apni Kripa Ab Kijiye ॥
Rakh Laaj Meri Ganpati

Karte Pratham Tav Vandana,
Tera Naam Hai Duhkh Bhanjana ।
Karna Prabhu Meri Shubh Gati,
Ab to Sharan Me Lijiye ॥

Rakh Laaj Meri Ganpati,
Apni Sharan Mein Lijiye ।
Kar Aaj Mangal Ganpati,
Apni Kripa Ab Kijiye ॥

Rakh Laaj Meri Ganpati
Rakh Laaj Meri Ganpati
रख लाज मेरी गणपति - भजन - हिन्दी में पढ़ें
रख लाज मेरी गणपति, अपनी शरण में लीजिए । कर आज मंगल गणपति..
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanWednesday BhajanGrah Pravesh BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturdasi BhajanHari Om Sharan Bhajan

Other Popular Rakh Laaj Meri Ganpati Video

Ganpati Rakh Laaj Meri by Menuka Poudel

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Ramdoot Mahavir Hanuman Sweekaro

Ramdoot Mahavir Hanuman, Swikaro Mere Koti Pranam, Aas Lagi Tori Kirpa Nidhan,..

Bajrangi Tera Sota Kamal

Bajarangi Tera Sota Kamal, Machai Jag Mein Baba Dhamal, Ram Gun Gayenge Kasta Mit Jayenge ॥

Maan Mandir Mein Ram Hona Chahiye

Juba Pe Ram Ka Naam Hona Chahiye, Maan Mandir Mein Ram Hona Chahiye, Maan Mandir Mein Ram Hona Chahiye ॥

Jagmag Hui Ayodhya Nagari Sant Kare Gungan

Ratan Sinhasan Ram Virajen, Aae Ghadi Mahan, Dhumdham Se Abadhapuri Main,
Ho Mandir Nirman, Ankhiyan Taras Gae Sadiyon Se, Jhume Sakal Jahaan, Jagmag Hui Ayodhya Nagari,
Sant Kare Gungan ॥