Ram Bhaja So Jeeta Jag Me (राम भजा सो जीता जग में - भजन)


Ram Bhaja So Jeeta Jag Mein,
Ram Bhaja So Jeeta Re ।
Hrday Shuddh Nahi Kinhon Moorakh,
Kahat Sunat Din Beeta Re ।
Ram Bhaja So Jeeta Jag Mein ...

Hath Sumirani, Pet Katrani,
Padhai Bhagvat Geeta Re ।
Hiraday Suddh Kiya Nahin Baure,
Kahat Sunat Din Beeta Re ।
Ram Bhaja So Jeeta Jag Mein ...

Aur Dev Ki Pooja Kinhi,
Hari Son Raha Ameeta Re ।
Dhan Jauban Tera Yaheen Rahega,
Ant Samay Chal Reeta Re ।
Ram Bhaja So Jeeta Jag Mein ...

Banvariya Ban Mein Phand Ropai,
Sang Mein Phirai Nicheeta Re ।
Kahe Kabir Kal Yon Mare,
Jaise Mrg Kau Cheeta Re ।
Ram Bhaja So Jeeta Jag Mein ...
राम भजा सो जीता जग में - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम भजा सो जीता जग में, राम भजा सो जीता रे। ​हृदय शुद्ध नही कीन्हों मूरख..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanPurshottamdas Jalota Bhajan

Other Popular Ram Bhaja So Jeeta Jag Me Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Diyan Boliyan

Pheeta Pheeta Pheeta,,, Jay Ho! O Hi Log Tar Jaate,,, Jay Ho! Jinhonne, Mata Ka Darshan Kiya।

Dularva Laika Jas Geet

Mahu La to Thokalin Tai Dulaar Vo.. Dai, Mahoo Tor Dularava Laika Taav ll Bhakti Bhajan La Tor Gaav Vo Ho....Dai ll

Angana Padharo Maharani

Angna Padharo Maharani, Mori Sharda Bhawani, Sharda Bhawani Mori, Sharda Bhawani...

Chal Mere Nal Tenu Len Aye Aa

Gal Dil Wali Tenu Mai Kehan Aaye Aa, Chal Mere Naal Tenu Len Aaye Aa