Ram Raj Fir Aya Hai (राम राज फिर आया है: भजन)


Shree Ram Raj Fir Aaya Hai,
Mandir Wahi Banaya Hai ॥
Ravan Tha Asuron Ka Raja,
Asaty Jhunth Tha Usaka Kaja,
Mil Gaya Jab Satya Swarupa,
Ravan Ko De Diya Dhaam Anupa,
Sada Hue Hai Satya Ki Jeet,
Kaise Tutegi Ye Rit,
Samay Ne Phir Doharaya Hai,
Mandir Wahi Banaya Hai ॥

Tin Rang Se Bana Tiranga,
Sabase Upar Bhagwa Ranga,
Satya Sanatan Dharma Hai Upar,
Sare Dharm Hai Iske Andar,
Kab Tak Satya Se Bhagoge,
Ek Na Ek Din Jagoge,
Mathura Kashi Bakaya Hai,
Mandir Wahi Banaya Hai ॥

Phoolon Se Saji Hai Aaj Ayodhya,
Deepon Se Jagamag Aaj Ayodhya,
Khali Na Gae Bhakton Ki Kurbani,
Swarnim Akshar Se Likhi Kahani,
Abhinandan Sabaka Kare Dwar Par,
Bajarang Bali Ko Manaaya hai,
Mandir Wahi Banaya Hai ॥
राम राज फिर आया है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम राज फिर आया है, मन्दिर वहीं बनाया है ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanInstrumental BhajanRahul Pandit Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai

Jab Jab Inke Bhakton Pe, Koi Sankat Aata Hai, Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Mere Balaji Maharaj Jaikara Gunje Gali Gali

Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali ॥