Raja Shri Ram Khajane Bethe Khol Ke,
Sita Ji Ke Ram Khajane Baithe Khol Ke,
Raja Shri Ram Khajane Bethe Khol Ke,
Sab Se Pyare Raja Ka Darbar Yaha Saja Hai ,
Aane Wale Aaja Re Tera Bhagye Jaga Hai,
Soye Hue Bhag Jagate Hai Bemol Ke,
Raja Shri Ram Khajane Bethe Khol Ke,
Bhaktibharat Lyrics
Nirdhanon Ko Jo Roj Yaha Dhanwan Banate Hai,
Kutiyo Mein Bhi Rahane Walo Ke Mehal Banate Hai,
Dukh Mein Rehne Walo Ka Bhi Saath Nahi Chhod Te,
Raja Shri Ram Khajane Bethe Khol Ke,
Sevak Ka Jo Seva Ka Aisa Vardaan Bhi Dete Hai,
Use Bhagati Ki Lehro Ka Jo Ik Toofan Bhi Dete Hai,
Patwar Chalte Hai Bhavpar Lagate Hai,
Raja Shri Ram Khajane Bethe Khol Ke।