Ram Tumhare Aane Se Sukhdham Bana Ye Jag Sara (राम तुम्हारे आने से सुखधाम बना ये जग सारा: भजन)


Hai Ram Tumhare Aane Se Sukhdham Bana Ye Jag Sara,
Sampurn Sanatan Pulakit Hai Jap Jap Ke Ram Teri Maala ॥
Kitane Yug Ke Santap Mite Ab Avadhpuri Harsai Hai,
Jis Din Se Ram Biraje Hai Dipon Se Nagari Sajae Hai,
Yug Yug Ka Kata Vanvas Prabhu,
Ban Gaya Hai Mandir Ab Pyara,
Hai Ram Tumhare Aane Se ॥

Yogi Santo Ke Bhal Par Ab Ram Charan Chamak Rahi,
Tere Darshan Ke Aash Mein Ye Pyasi Ankhiyan Taras Rahi,
Us Raj Ko Math Laga Kar Ab,
Har Koi Bana Hai Matwala,
Hai Ram Tumhare Aane Se ॥
BhaktiBharat Lyrics

Is Dhara Ke Kone Kone Mein Bas Ram Naam Ki Alakh Jagi,
Har Naina Chavi Nihar Rahi Aor Nagar Nagar Sab Dagar Saji,
Ase Dipon Se Deep Jale,
Har Koi Hua Hai Ujiara,
Hai Ram Tumhare Aane Se ॥
राम तुम्हारे आने से सुखधाम बना ये जग सारा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे राम तुम्हारे आने से सुखधाम बना ये जग सारा, संपूर्ण सनातन पुलकित है जप जप के राम तेरी माला ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radhe Pooch Rahi Tulsa Se

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se, Tulsa Kahan Tera Sasural । Kahan Tera Sasural Tulsa, Kaun Tere Bhartaar ।

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..