Sabhi Devo Se Sundar Hai Mere Hanuman Ji Ka Dil (सभी देवो से सुंदर है, मेरे हनुमान जी का दिल: भजन)


Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Siya Raghubar ka Mandir Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil ॥
Siya Ke Paas Lanka Main,
Samundar Langh Kar Pahuncha,
Ye Udane Main Sikandar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil ॥

Pila Sanjibani Buti,
Bachaye Pran Laksman Ke,
Ye Neki ka Samundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil ॥

Puri Patal Main Ja Ke,
Asur Ahiravan Har Dala,
Ye Shakti Ka Dhurandhar hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil ॥

‘Anaadee’ Sach Kahe ‘Saagar’,
Na Mano Aap Ki Marji,
Ye Kaliyon Se Bhi Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil ॥

Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Siya Raghubar ka Mandir Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Sabhi Devo Se Sundar Hai,
Mera Hanuman Ji Ka Dil ॥
सभी देवो से सुंदर है, मेरे हनुमान जी का दिल: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सभी देवो से सुंदर है, मेरे हनुमान जी का दिल, सिया रघुवर का मंदिर है, मेरे हनुमान जी का दिल, सभी देवो से सुंदर हैं, मेरे हनुमान जी का दिल ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhagwan Buddha Vandan

Namo Tass Bhagvato Arhato Samma Sambuddhass ।

Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho

Ujjain Ke Maharaj Ho, Dino Ke Dinanath Ho, Tum Kalo Ke Kal Ho, Baba mahakal Ho ॥

Chali Paniya Bharan Shiv Naar

Ithalati Hui Bal Khati Hui, Chali Paniya Bharan Shiv Naar, Sagar Se Utri Gagariya ॥

Bhole Teri Nirali Shan

Bhole Teri Nirali Shan, Kare Jagat Ka Tu Kalyan, Sabko Saran Mein Rakhle Apni, Tujhsa Nahi Mahan, O Bhole Tera Jawab Kaha, Bhole Teri Nirali Shan ॥

Kaal Kya Karega Mahakal Ke Aage

Kar Lunga Do-do Baat Main, Us Kaal Ke Aage