Sankat Kate Hai Mere Balaji Tere Dar Pe (संकट कटे है मेरे बालाजी तेरे दर पे:भजन)


Sankat Kate Hai Mere Balaji Tere Dar Pe ॥
Tu Hai Bada Dayalu Sun Li Meri Kahani,
Kisi Ne Jani Meri Ek Tune Meri Jani,
Tujhe Kese Mein Bula Du Oh Ghate Vale Dani,
Sankat Kate Hai Mere Balaji Tere Dar Pe ॥

Maine Jo Bhi Manga Tujhse Tune Mujhe Diya Hai,
Rank Se Banaya Raja Upakar Kya Kiya Hai,
Badala Mera Nasiba Jhume Mera Jiya Hai,
Sankat Kate Hai Mere Balaji Tere Dar Pe ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhav Se Nikala Mujhko Mera Haath Tune Thama,
De Kar Ke Gyan Mujhko Badala Hai Maan Ka Yama,
Jab Tak Jiye Ga Tera Gungayega Ye Dhama,
Sankat Kate Hai Mere Balaji Tere Dar Pe ॥
संकट कटे है मेरे बालाजी तेरे दर पे:भजन - हिन्दी में पढ़ें
तू है बड़ा दयालु सुन ली मेरी कहानी, किसी ने जानी मेरी इक तूने मेरी जानी, तुझे कैसे मैं बुला दू ओह घाटे वाले दानी, संकट कटे है मेरे बालाजी तेरे दर पे ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥