Sanwariyo Hai Seth Mhari Radha Ji Sethani Hai (साँवरियो है सेठ, म्हारी राधा जी सेठाणी है - भजन)


Sanwariyo Hai Seth,
Mhari Radha Ji Sethani Hai,
Sanvariyon Hai Seth,
Mhari Radha Ji Sethani Hai,
Ye To Jane Duniya Sari Hai ॥
Rajaon Ke Raja,
Maharani Ki Rani,
Siramaur Mukut Sajhe,
Jodi Badi Pyari,
Darwar Hai Pyara,
Radha Ke Sang Sajhe,
Sune Palane Seth,
Sune Palane Seth,
Sune Palane Sethani Hai,
Ye To Jane Duniya Sari Hai ॥

Sanvariya Radha Ji,
Bhakta Pe Hai Raji,
Kare Ghano Lad Hai,
Bhandar Lutawe Hai,
Har Baat Banawe Hai,
Bhakta Ra That Hai,
Dewe Chappar Phad,
Dewe Chappar Phad,
Nahi Inso Koi Dani Hai,
Ye Jane Duniya Sari Hai ॥

Sukh Dukh Mein Sanvariyo,
Sukh Dukh Mein Radha Ji,
Sada Tere Saath Hai,
Meri Chinta Dur Kare,
Meri Bipada Dur Kare,
Bhakta Re To Kaam,
Bhakta Re To Kaam,
Bas Ek Hajri Lagani Hai,
Ye Jane Duniya Sari Hai ॥

Sanwariyo Hai Seth,
Mhari Radha Ji Sethani Hai,
Sanvariyon Hai Seth,
Mhari Radha Ji Sethani Hai,
Ye To Jane Duniya Sari Hai ॥
साँवरियो है सेठ, म्हारी राधा जी सेठाणी है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
साँवरियो है सेठ, म्हारी राधा जी सेठाणी है, साँवरियों है सेठ, म्हारी राधा जी सेठाणी है, ये तो जाने दुनिया सारी है ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Sanwariyo Hai Seth Mhari Radha Ji Sethani Hai Video

By Baba Chitra Vichitra Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tujhko Jeevan Mila Hai Anmol

Shubh Karmo Ka Khata Khol, O Bande, Radhe Radhe Bol, Tujhko Jeevan Mila Han, Anmol, O Bande, Radhe Radhe Bol।

Rakho Hath Dhal Talwar Majbuti Jagdamba

Rakho Hath Dhal Talwar Muth Majbuti, Muth Majbuti E Dharde Re Jagdamba, Raajputon Mein Majbuti...

Thari Chakari Karungo Din Raat Banalyo Mhane Chakariyo

Thari Chakari Karungo Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo, Thaari Seva Karungo Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo, Chaakriyo E Dadi Sevkiyo, Thaaran Gun Gaoon Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo ॥

Jis Bhajan Mein Ram Ka Nam Na Ho

Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho, Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye |..

Ram Hi Paar Lagavenge

Aji Main to Ram Hi Ram Bhajoon Ri Mere Ram, Ram Hi Paar Lagavenge..