Sapane Me Sakhi Dekhyo Nandgopal (सपने में सखी देख्यो नंदगोपाल - भजन)


Sapne Mein Sakhi Dekhyo Nandgopal,
Sawali Suratiya Hatho Me Bansuriya,
Aur Ghunghrale Baal,
​sapne Me Sakhi Dekhyo Nandgopal ॥
Vrindavan Ri Kunj Galiyan Me,
Bhagto Daudto Dekhyo,
Dekhyo Ri Sakhi Bhagto Daudto Dekhyo,
Jangal Bich Me Gaay Charavato,
Badhyo Kaalo Shaal,
​sapne Me Sakhi Dekhyo Nandgopal ॥

Sapne Mein Sakhi Dekhyo Nandgopal,
Sawali Suratiya Hatho Me Bansuriya,
Aur Ghunghrale Baal,
​sapne Me Sakhi Dekhyo Nandgopal ॥

Lukato-chhupato Panghat Oopar,
Sabki Matkiya Phode,
Phode Re Sakhi Sabki Matkiya Phode,
Gh- Ghar Jaavato Makhan Churavato,
Pyaro Yashoda Ro Laal,
​sapne Me Sakhi Dekhyo Nandgopal ॥

Sapne Mein Sakhi Dekhyo Nandgopal,
Sawali Suratiya Hatho Me Bansuriya,
Aur Ghunghrale Baal,
​sapne Me Sakhi Dekhyo Nandgopal ॥

Mhare Saage Natkhat Kanhaiya,
Luk Michani Khele Sakhi Ri,
Vo to Luk Michani Khele,
Jad Mane Pakdayo Krishn Kanhai,
Mai to Ho Gayi Nyaal,
​sapne Me Sakhi Dekhyo Nandgopal ॥

Sapne Mein Sakhi Dekhyo Nandgopal,
Sawali Suratiya Hatho Me Bansuriya,
Aur Ghunghrale Baal,
​sapne Me Sakhi Dekhyo Nandgopal ॥
सपने में सखी देख्यो नंदगोपाल - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सपने में सखी देख्यो नन्दगोपाल, सावली सूरतिया हाथो मे बाँसुरिया, और घुँघराले बाल...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanPratiksha Katare Bhajan

Other Popular Sapane Me Sakhi Dekhyo Nandgopal Video

By Mahendra Sawami

By Sunita Swami

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Aaye Hain Din Sawan Ke

Aaye Hai Din Saavan Ke, Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya, Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya, Shiv Ko Kavad Chadhavan Ke, Aaye Hai Din Saavan Ke, Aaye Hai Din Saavan Ke ॥

Hamare Sath Shri Mahakal To Kis Baat Ki Chinta

Hamare Sath Shri Mahakal, To Kis Baat Ki Chinta, Sharan Mein Rakh Diya Jab Maath, To Kis Baat Ki Chinta...

Kis Vidhi Vandan Karun Tiharo Aughardani

Kis Vidhi Vandan Karun Tiharo, Aughardani Tripurari Balihari - Balihari - Jay Mahesh Balihari ॥

Bhole Aisi Bhang Pila De Jo Tan Man Me Ram Jaye

Bhole Aisi Bhang Pila De, Jo Tan Man Mein Ram Jaye, Tan Man Mein Ram Jaye Bhole, Rom Rom Bas Jaye, Koi Lakh Jatan Kar Haare, Utre Na Utraye, Bholen Aisi Bhang Pila De, Jo Tan Man Mein Ram Jaye ॥