Shabari Sanware Rastha Aayenge Ram Ji (शबरी सँवारे रास्ता आएंगे राम जी - राम भजन)


Shabari Sanware Rastha Aayenge Ram Ji,
Mera Bhi Dhanya Jeevan Banayenge Ramaji
Aankhon Se Roj Apni Rahe Buharti,
Kante Lage Na Koi Komal Hai Ram Ji,
Shabari Sanware Rastha Aayenge Ram Ji.....

Daliyan Mein Ber Baago Se Chun Chun Ke La Rahi,
Kaliyan Mein Ber Baago Se Chun Chun Ke La Rahi,
Khatte Ho Chaahe Mithe Ho Khayenge Ram Ji,
Mera Bhi Dhanya Jeevan Banayenge Ramaji,
Shabari Sanware Rastha Aayenge Ram Ji.....

Aaye Jab Shri Ram Ji Charnon Mein Gir Padi,
Ansuan Se Dho Rahi Hai Charnon Ko Ram Ji,
Mera Bhi Dhanya Jeevan Banayenge Ramaji,
Shabari Sanware Rastha Aayenge Ram Ji.....

Sundar Bichha Ke Aasan Baithaya Ram Ko,
Diya Kand Mool Lakar Khaye Hai Ram Ji,
Mera Bhi Dhanya Jeevan Banayenge Ramaji,
Shabari Sanware Rastha Aayenge Ram Ji.....
शबरी सँवारे रास्ता आएंगे राम जी - राम भजन - हिन्दी में पढ़ें
शबरी सँवारे रास्ता आएंगे राम जी, मेरा भी धन्य जीवन बनायेंगे रामजी, आँखों से रोज अपनि राहे बुहारती..
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanMaithili Thakur Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai