Shankarji Ka Damroo Baje From Movie Bal Ganesh (शंकर जी का डमरू बाजे - भजन)


Shankar Ji Ka Damroo Baje
Parvati Ka Nandan Nache ॥
Barphile Kailashikhar Par,
Jay Ganesh Ki Dhoom
O Jay Ho...
Shankar Ji Ka Damroo Baje
Parvati Ka Nandan Nache
Barphile Kailashikhar Par,
Jay Ganesh Ki Dhoom
Nache Dhin Dhin Dhintak Dhin ॥
Nache Dhin Dhin, Nache Dhin Dhin,
Dhintak Dhintak Nache

Manmohak, Manbhavan, Natkhat
Mooshak Gan Bhage Sarpat ॥
Vighn Vinayak, Sankat Mochan
Vakratund Kajrare Lochan ॥
Jhoome Gaye Bal Ganesh
Bhaktjano Ki Kate Kalesh ॥
Nache Dhin Dhin Dhintak Dhin ॥
Nache Dhin Dhin, Nache Dhin Dhin,
Dhintak Dhintak Nache

Sunkar Itna Jyada Shor,
Parvati Aai Us Aur
Darkar Mata Uma Ke Age,
Dum Dabakar Mooshak Bhage
Par Apni Dhun Mein Mast Gajanan
Thirak Rahe Hai Bhoolke Tan Main

Ganapati Bappa Morya, Mangal Murti Morya
शंकर जी का डमरू बाजे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शंकर जी का डमरू बाजे, पार्वती का नंदन नाचे॥ बर्फीले कैलाशिखर पर जय गणेश की धूम
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanGaneshotsav Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Aaye Hain Din Sawan Ke

Aaye Hai Din Saavan Ke, Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya, Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya, Shiv Ko Kavad Chadhavan Ke, Aaye Hai Din Saavan Ke, Aaye Hai Din Saavan Ke ॥

Hamare Sath Shri Mahakal To Kis Baat Ki Chinta

Hamare Sath Shri Mahakal, To Kis Baat Ki Chinta, Sharan Mein Rakh Diya Jab Maath, To Kis Baat Ki Chinta...

Kis Vidhi Vandan Karun Tiharo Aughardani

Kis Vidhi Vandan Karun Tiharo, Aughardani Tripurari Balihari - Balihari - Jay Mahesh Balihari ॥

Bhole Aisi Bhang Pila De Jo Tan Man Me Ram Jaye

Bhole Aisi Bhang Pila De, Jo Tan Man Mein Ram Jaye, Tan Man Mein Ram Jaye Bhole, Rom Rom Bas Jaye, Koi Lakh Jatan Kar Haare, Utre Na Utraye, Bholen Aisi Bhang Pila De, Jo Tan Man Mein Ram Jaye ॥