Shiv Ka Naam Lo (शिव का नाम लो: भजन)


Shiv Ka Naam Lo ।
Har Sankat Mein Om Namo Shivay,
Bas Yah Naam Japo ॥
Jay Shambu Kaho ।
Jab Koi Mushkil Aan Pade to,
Bhole Nath Rato ॥
Shiv Ka Naam Lo ।
Shiv Hi Palan Hara Hai ।
Sab Ka Vo Rakhwala Hai ।
Har Har Gange, Bam Bam Bhole ॥

Shiv Ke Charnon Mein Hai Charon Dham ।
Devon Mein Bhi Shiv Ji Hain Pradhan ॥
Sab Ka Bas Vohi Ek Swami ।
Daan Jiska Hai Dharam, Aisa Dani Hai ।
Jag Ka Hai Vo Pita, Itna Jaan Lo ॥

Shiv Ka Naam Lo ।
Har Sankat Mein Om Namo Shivay,
Bas Yah Naam Japo ॥
Jay Shambu Kaho ।
Jab Koi Mushkil Aan Pade to,
Bhole Nath Rato ॥
Shiv Ka Naam Lo ।

Jay Shiv Shankar,
Bhawani Shankar,
Jay Natrajan ।
Jay Shiv Shankar,
Bhawani Shankar,
Jay Natrajan ॥

Shiv Ki Mahima Sab Se Hai Mahan ।
Prem Daya Ka Dooja Hai, Yah Naam ॥
Vish Amrit Maan Kar, Pi Liya Jisne ।
Har Prani Ka Kalyan, Kiya Jisne ।
Dware Pe Shiv Khade, Tum Pahachan Lo ॥

Shiv Ka Naam Lo ।
Har Sankat Mein Om Namo Shivay,
Bas Yah Naam Japo ॥
Jay Shambu Kaho ।
Jab Koi Mushkil Aan Pade to,
Bhole Nath Rato ॥
Shiv Ka Naam Lo ।
शिव का नाम लो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव का नाम लो । हर संकट में ॐ नमो शिवाय बस यह नाम जपो ॥..
Bhajan Shiv BhajanMahadev BhajanKawadiya BhajanKanwar BhajanSavan BhajanShravan BhajanShiv BhajanBholenath BhajanShivaratri BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥