Shivoham Shivoham Shivoham (शिवोहम शिवोहम शिवोहम..)


Aatma Ne Paramatma Ko Liya
Dekh Dhyan Ki Drishti Se ।
Prakaash Hua Hriday-hriday,
Beda Paar Hua Is Srishti Se ।
Hai Ek Onkar Niranjan Nirankar,
Hai Ajar Amar Aakar
Vishwadhara Man Bhaje ।

Shivoham Shivoham Shivoham..
Shivoham Shivoham Shivoham..

Bhookh Mein Tapasi Tap Raha,
Bhojan Beech Pathaya ।
Vilap Mein Sadhu Hans Raha,
Apna Hi Upja Khaya ।
Shesh Ashesh Vishesh Mein
Samarpan Ke Bhaav Mein ।

Shivoham Shivoham Shivoham..
Shivoham Shivoham Shivoham..

Thahar Shant Ekant Mein,
Saadhke Mooladhar ।
Sarjan Swadhishthaan Se,
Surya Mani Chamkaar ।
Vishuddhi Aagya Sahasaraar
Tak Goonje Anaahat ।

Shivoham Shivoham Shivoham..
Shivoham Shivoham Shivoham..

Khaali Ko to Bhar Diya,
Bhare Mein Bhara Na Jaye ।
Paani Mein Pyasa Raha,
Tat Pe Baith Lakhaya ।
Prashn Vyasn Mein Ulajh-ulajh
Haan Biratha Gaya Janm ।

Shivoham Shivoham Shivoham..
Shivoham Shivoham Shivoham..

Shivoham Shivoham Shivoham..
Shivoham Shivoham Shivoham..
शिवोहम शिवोहम शिवोहम.. - हिन्दी में पढ़ें
है एक ओंकार निरंजन निरंकार, है अजर अमर आकर विश्वधार मन भजे। शिवोहम शिवोहम शिवोहम...
Bhajan Shiv BhajanMahadev BhajanKawadiya BhajanKanwar BhajanSavan BhajanShravan BhajanShiv BhajanBholenath BhajanShivaratri BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Dashrath Ke Ghar Janme

Ram Dashrath Ke Ghar Janme, Gharana Ho to Aisa Ho, Gharana Ho to Aisa Ho, Log Darshan Ko Chal Aaye..

Mangal Ko Janme Mangal Hi Karte

Mangal Ko Janme, Mangal Hi Karte, Mangalmay Bhagwan, Jai Hanuman, Jai Hanuman..

Tan Ranga Mera Mann Ranga

Tan Ranga Mera Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga, Sita Ji Ke Rang Mein, Ram Ji Rang Mein,
Raadheshyaam Ji Rang Mein, Tan Ranga Menra Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga ॥

Sab Tere Hai Santan Bajrangbali Hanuman

Sab Tere Hai Santan, Bajrangbali Hanuman ॥

Shringar Sinduri Chavi Bala Ki Puri

Shrungar Sinduri, Chabi Bala Ki Puri, Tumhai Dekh Kar, Dekhta Rah Gaya, Jab Di Mujhe Tumne, Darshan Ki Manjuri, Jhuka Sar Mera, To Jhuka Rah Gaya ॥