Shree Ram Ki Seva Mein Rahe Dekho Aatho Yaam (श्री राम की सेवा में रहे, देखो आठों याम: भजन)


Shree Ram Ki Seva Main Rahe,
Dekho Aathon Yam,
Ye Anjani Ka Lala,
Jape Ek Hi Naam,
Raghupati Raghaba Raja Ram ॥
Shree Ram Ka Pyara Hai,
Ye Sita Ka Dulara,
Isne Har Ek Saans pe,
Siyaram Uchara,
Sevak Hai Ye Anokha,
Jo Karta Nahi Aaram,
Ye Anjani Ka Lala,
Jape Ek Hi Naam,
Raghupati Raghaba Raja Ram ॥

Sagar Ko Langhana Ho Ya,
Lanka Ko Jalana,
Parvat Ko Uthana Ho Ya,
Lakshman Ko Bachaana,
Pal Mein Mita Di Mushkilen,
Jitani Bhi Thi Tamaam,
Ye Anjani Ka Lala,
Jape Ek Hi Naam,
Raghupati Raghaba Raja Ram ॥

Shree Ram Ki Seva Main Rahe,
Dekho Aathon Yam,
Ye Anjani Ka Lala,
Jape Ek Hi Naam,
Raghupati Raghaba Raja Ram ॥
श्री राम की सेवा में रहे, देखो आठों याम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम की सेवा में रहे, देखो आठों याम, ये अंजनी का लाल, जपे एक यही नाम, रघुपति राघव राजा राम ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..