Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Ke Lala (सिया जी से पूछ रहे अंजनी के लाला: भजन)


Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Ke Laala,
Mang Nain Sindur Maiya Kis Liye Dala,
Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Kae Laal ॥
Hanumat Ki Vani Sun Siya Muskurae,
Pichha Chhudane Ki Yukti Banayi,
Khush Honge Mere Swami Isalie Dala,
Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Ke Laala,
Mang Nain Sindur Maiya Kis Liye Dala ॥

Hanuman Se Socha Main Bhi Ram Ko Rijhaunga,
Maiya Ne Lagaya Main Jyada Lagaunga,
Asa Kahake Hanuman Ne Pura Tan Rang Dala,
Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Ke Laala,
Mang Nain Sindur Maiya Kis Liye Dala ॥

Maiya Ne Bataya Wahi Rasta Apanaunga,
Ram Ji Ke Charanon Ka Daas Ban Jaunga,
Ram Ji Ke Naam Ki Japunga Main To Mala,
Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Ke Laala,
Mang Nain Sindur Maiya Kis Liye Dala ॥

Jab Darwar Main Baithe Shree Ram Ji,
Charanon Main Shis Jhukaye Hanuman Ji,
Ajar Amar Tu Anjani Ke Laala,
Asa Vardan Sita Mata Ne De Dala,
Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Ke Laala,
Mang Nain Sindur Maiya Kis Liye Dala ॥

Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Ke Laala,
Mang Nain Sindur Maiya Kis Liye Dala,
Siya Ji Se Puch Rahe Anjani Kae Laal ॥
सिया जी से पूछ रहे अंजनी के लाला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सिया जी से पूछ रहे अंजनी के लाला, मांग में सिंदूर मैया किस लिए डाला, सिया जी से पूछ रहें अंजनी के लाला ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Om Mahakal Ke Kal Tum Ho Prabhu

Om Mahakal Ke Kaal Tum Ho Prabho, Gun Ke Aagaar Satyam Shivam Sundaram, Kar Mein Damroo Lase Chandrama Bhaal Par, Ho Nirakar Satyam Shivam Sundaram ॥

Jab Se Dekhi Surat Maine Mahakal Ki

Jab Se Dekhi Surat, Maine Mahakal Ki, Duniya badal Hi gayi, Duniya Badal Hi Gayi ॥

Bhole Teri Banjaran

Banjaran Main Banjaran, Bhole Teri Banjaran, Baijnath Main Gayi, Vishwanath Bhi Gayi..

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena, Hai Aapke Hatho Mein Meri Bigdi Bana Dena ॥