Sunlo Chatur Sujan Nigure Nahi Rehna (सुन लो चतुर सुजान, निगुरे नहीं रहना - भजन)


Nigure Nahin Rehna
Sun Lo Chatur Sujan Nigure Nahin Rehna..
Nigure Ka Nahin Kahin Thikana Chauraasi Mein Aana Jaana ।
Pade Narak Ki Khan Nigure Nahin Rehna..

Guru Bin Mala Kya Satkave Manav Chahun Dish Phirta Jaave ।
Yam Ka Bane Mehmaan Nigure Nahin Rehna..
Sun Lo..

Heera Jaisi Sundar Kaya Hari Bhajan Bin Janam Ganvaya ।
Kaise Ho Kalyan Nigure Nahin Rehna..
Sun Lo..

Nigura Hota Hiy Ka Andha Khoob Kare Sansar Ka Dhandha ।
Kyon Karta Abhiman Nigure Nahin Rehna.
Sun Lo..
सुन लो चतुर सुजान, निगुरे नहीं रहना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
निगुरे नहीं रहना सुन लो चतुर सुजान निगुरे नहीं रहना..
Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanVyasa Purnima BhajanGuru Gyan BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanKabir BhajanKabir Vani BhajanArya Samaj BhajanAnandmurti Gurumaa Bhajan

Other Popular Sunlo Chatur Sujan Nigure Nahi Rehna Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Rani Ne Kripa Barsayi

Mata Rani Ne Kripa Barsayi, meri har gal Puri Hundi Ayi, mata Rani Ne Keetti Sunavayi

Tere Darbar Mein Maiya Khushi Milti Hai

Teri Chhaya Mein, Tere Charanon Mein, Magan Ho Baithoon, Tere Bhakto Mein ॥ Tere Darbaar Mein Maiya Khushi Milti Hai,

Meri Maa Ambe Durga Bhawani

Meri Maa Ambe Durga Bhawani, Kis Jagah Tera Jalava Nahin Hai, Tera Jalava Koi Koi Dekhe, Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalwa Jalwa Jalwa, Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥