Tera Naam Bada Hai Jag Mein Tera Naam Bada (तेरा नाम बड़ा है जग में तेरा नाम बड़ा: श्री गणेश भजन)


Hay Vighna Vinayak Jai Ho,
Shubh Mangal Karak Jai Ho,
Devo Ki Dev Ki Jai Ho,
Prabhu Kastha Nivarak Jai Ho,
Gaate Hai Teri Mahima Ved Puran Padha Hai,
Tera Naam Bada Hai Jag Mein,
Tera Naam Bada Hai ॥
Shiv Gaura Ke Tum Priya Nandan,
Tino Lok Kare Tera Bandan,
Maat Pita Ke Param Pujhari,
Devan Gaye Suyash Tihari,
Baal Kaal Mein Taat Se Tune Yudhya Lada Hai,
Tera Naam Bada Hai Jag Mein,
Tera Naam Bada Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tum Karunakar Aadi Anata,
Tum Hi Sristhi Sakala Samanta,
Sagar Saat Nit Charan Pakhare,
Naath Dasho Diga Dash Tumhare,
Tej Se Tere Surya Chandra Aor Vsundhara Hai,
Tera Naam Bada Hai Jag Mein,
Tera Naam Bada Hai ॥
तेरा नाम बड़ा है जग में तेरा नाम बड़ा: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे विघ्न विनाशक जय हो, शुभ मंगल कारक जय हो, देवों की देव की जय हो, प्रभु कष्ट निवारक जय हो, गाते हैं तेरी महिमा वेद पुराण पढ़ा है, तेरा नाम बड़ा है जग में, तेरा नाम बड़ा है ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai

Jab Jab Inke Bhakton Pe, Koi Sankat Aata Hai, Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Mere Balaji Maharaj Jaikara Gunje Gali Gali

Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali ॥