Tere Jeevan Main Khushiyan Tamam Aayegi (तेरे जीवन में खुशियां, तमाम आएगी - भजन)


Tere Jeevan Main Khushiyan,
Tamam Aayegi,
Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi,
Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi ॥
Nau Mahine Tan Ke Sanche Mein,
Dhali Hai Maa,
Phir Janam Deti Hai,
Hame Palti Hai Maa,
Dukh Jo Bachhe Pe Ho,
Maa Ye Jaan Jayegi,
Le Ja Maa Ki Duayen,
Ye Kaam Aayegi,
Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi ॥

Boja Barso Talak,
Jo Uthati Hai Maa,
Jagkar Kitni Raaten,
Bitati Hai Maa,
Tere Jivan Mein Behtar,
Mukaam Layegi,
Le Ja Maa Ki Duayen,
Ye Kaam Aayegi,
Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi ॥

Maa Ne Peda Kiya,
To Apni Pehchan Hai,
Maa Humari Tumhari,
Sabki Bhagban Hai,
Apni Maa Ko Mana,
Maa Wo Maan jayegi,
Le Ja Maa Ki Duayen,
Ye Kaam Aayegi,
Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi ॥

Tere Jeevan Main Khushiyan,
Tamam Aayegi,
Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi,
Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi ॥
तेरे जीवन में खुशियां, तमाम आएगी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे जीवन में खुशियां, तमाम आएगी, ले जा माँ की दुआएं, ये काम आएगी, ले जा माँ की दुआएं, ये काम आएगी ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Diwane Shree Ram Ke

Bhagway Ke, Tilak Ke, Aur Bus Ek Naam Ke, Ham Hain Deewane - Deewane Shriram Ke, Jo Ram Ke Nahin, Na Hamare Kisi Kaam Ke, Ham Hain Deewane - Deewane Shriram Ke॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Laddu Gopal Mera Chota Sa Hai Lalaa

Laddoo Gopal Mera, Laddoo Gopal, Chhota Sa Hai Lala Mera...

Naiya Majhdhar Meri Tuti Patwar Meri

Naiya Majhdhar Meri, Tuti Patwar Meri, Ban Ke Tu Manjhi, Aaja Shyam Mere ॥