Teri Jai Ho Ganesh (तेरी जय हो गणेश - भजन)


Prathme Gaura Ji Ko Vandna,
Dwitiye Aadi Ganesh,
Tritiye Sumiru Sharda,
Mere Karaj Karo Hamesh ॥
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh ॥

Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai,
Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai,
Kisne Diyo Updesh,

Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh ॥

Mata Gaura Ne Tujhe Janam Diyo Hai,
Mata Gaura Ne Tujhe Janam Diyo Hai,
Shiv Ne Diyo Updesh,

Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh ॥

Karaj Pooran Kadahi Hove,
Karaj Pooran Kadahi Hove,
Ganpati Poojo Ji Hamesh,
Teri Jai-ho Ganesh Teri Jai Ho Ganesh ॥

Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh,
Teri Jai Ho Ganesh ॥
तेरी जय हो गणेश - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरी जय हो गणेश, किस जननी ने तुझे जनम दियो है,..
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanWednesday BhajanGrah Pravesh BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturdasi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Namo Namo Shree Bapusa

Maa Sacchiya Ke Jo Ansh Avtar Hai, Bidasar Dham Jinka Divya Darbar Hai, Kalyug Ke Dev Karte Chamatkar Hai, Charo or Ho Rahi Inki Jaikaar Hai...

Ghar Aisa Dena Maa

Ghar Aisa Dena Maa, Jo Tere Mandir Jesa Ho, Jesa Hai Bhawan Tera, Mera Angan Pawan Asa Ho, Ghar Aisa Dena Maa, Jo Tere Mandir Jesa Ho ॥

Chal Mere Nal Tenu Len Aye Aa

Gal Dil Wali Tenu Mai Kehan Aaye Aa, Chal Mere Naal Tenu Len Aaye Aa

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥