Teri Mand Mand Mushakniya Pe Balihar (तेरी मंद मंद मुस्कनिया पे बलिहार - भजन)


Teri Mand-mand Muskaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ।
Teri Mand-mand Muskaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ।
Teri Mand-mand Muskaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ॥

Tere Baal Bade Ghungrale,
Badal Jo Kaare Kaare ।
Teri Mor Mukat Latkaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ।

Teri Mand-mand Muskaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ॥

Teri Chaal Ajab Matwali,
Lagti Hai Pyari-pyari ।
Teri Payal Ki Jhankar Pe,
Balihar Sanware Ju ।

Teri Mand-mand Muskaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ॥

Tere Sang Mein Radha Pyari,
Lagti Hai Sabse Niyari ।
Is Yugal Chhavi Pe Me Jau,
Balihar Sanware Ju ।

Teri Mand-mand Muskaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ॥

Tere Nayan Bade Matware,
Matke Hai Kare Kare ।
Teri Tirchhi Si Chitvaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ।

Teri Mand-mand Muskaniya Pe,
Balihar Sanware Ju ॥
तेरी मंद मंद मुस्कनिया पे बलिहार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरी मंद-मंद मुस्कनिया पे, बलिहार संवारे जू । तेरी मंद-मंद मुस्कनिया पे..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Teri Mand Mand Mushakniya Pe Balihar Video

Teri Mand-mand Muskaniya Pe, Balihar Sanware Ju By Pujya Shri Devendra Ji Maharaj

eri Mand-mand Muskaniya Pe, Balihar Sanware Ju By Pujya Rajan Ji

Teri Mand-mand Muskaniya Pe, Balihar Sanware Ju By Bageshwar Dham Sarkar Bhajan

Teri Mand-mand Muskaniya Pe, Balihar Sanware Ju By Guru Prasad and Bhai Pankaj Raja

Teri Mand-mand Muskaniya Pe, Bahihar Raghav Ji By Prakash Gandhi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sunane Ke Pukaaro Maan Daudi Chali Tu Aai Ran Mein Kali

Sunane Ke Pukar Maan Daud Chali Tu, Aai Ran Me Kaali - Maan Kaali

Tere Naam Ka Karam Hai Ye Sara

Tere Naam Ka Karam Hai Ye Sara, Bhakto Pe Chhaya Hai Suroor Sherawaliye

Mera To Bas Ek Sahara Ram Ae Maa

Mera To Bas Ek Shahara, Ram A Maa, Lage Sabse Pyara, Mera Ram A Maa, Lage Sabse Pyara,
Mera Ram A Maa ॥

Kab Sudhi Loge Mere Ram

Kab Sudhi Loge Mere Ram, Main To Nain Bichae Teri Rah Mein, Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥

Sansar Ka Sara Sukh Keval Shree Ram Tumhare Charno Mein

Sansar Ka Saara Sukh Keval, Shree Ram Tumhare Charanon Mein, Pratipal Pratikshan Main Japa Karun, Tera Naam Tumhaare Charanon Mein, Sansaar Ka Sara Sukh Keval, Shree Ram Tumhare Charanon Mein ॥