Tumhari Jai Ho Veer Hanuman Bhajan (तुम्हारी जय हो वीर हनुमान - भजन)


Tumhari Jai Ho Veer Hanuman,
O Ramdoot Matwale Ho Bade Dil Wale,
Jagat Mein Unchi Tumhari Shaan,
Tumhari Jai Ho Veer Hanuman ।
Bhookh Lagi to Samajh Ke Phal,
Sooraj Ko Mukh Mein Dala,
Andhkar Phaila Srishti Mein,
Haahaakar Vikrala,
Aan Kari Vinti Devo Ne,
Vipda Ko Kiya Niwar,
Tumhari Jai Ho Veer Hanuman ।

Sone Ki Lanka Ko Jala Kar,
Rakh Ka Dher Banaya,
Tahas-nahas Bagiyan Kar Di,
Akshay Ko Maar Giraya,
Laye Sanjeevan Booti,
Bachai Bhai Lakhan Ki Jaan,
Tumhari Jai Ho Veer Hanuman ।

Rom Rom Mein Ram Rame Bas,
Ram Bhajan Hi Bhaye,
Saral Tumhara Bhajan Kare Jo,
Sankat Us Ke Mitaye,
Tel Sindhur Chadhaye Jo,
Lakha Diya Abe Ka Daan,
Tumhari Jai Ho Veer Hanuman ।

Tumhari Jai Ho Veer Hanuman,
O Ramdoot Matwale Ho Bade Dil Wale,
Jagat Mein Unchi Tumhari Shaan,
Tumhari Jai Ho Veer Hanuman ।

हनुमान चालीसा | श्री हनुमान आरती | संकटमोचन अष्टक | बालाजी आरती | श्री राम स्तुति

◉ श्री हनुमंत लाल की पूजा आराधना में हनुमान चालीसा, बजरंग बाण और संकटमोचन अष्टक का पाठ बहुत ही प्रमुख माने जाते हैं।
तुम्हारी जय हो वीर हनुमान - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम्हारी जय हो वीर हनुमान, ओ रामदूत मतवाले हो बड़े दिल वाले, जगत में ऊंची तुम्हारी शान..
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti BhajanPoonam Lakkha Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Ka Naam Lo

Shiv Ka Naam Lo । Har Sankat Mein Om Namo Shivay, Bas Yah Naam Japo ॥

Kawad Utha Le Dhyan Shiv Ka Laga Le

Kawad Utha Le Dhyan, Shiv Ka Lagale, Bhar Denge Jholi Bhole, Bigdi Bana Le, Har Har Mahadev,
Har Har Mahadev ॥

Shivoham Shivoham Shivoham

Hai Ek Onkar Niranjan Nirankar,
Hai Ajar Amar Aakar
Vishwadhara Man Bhaje ।

Chal Kawariya, Chal Kawariya

Chal Kanwariya, Chal Kanwad Utha, Kanwad Utha, naira shiv ka laga, man chaha phal, denge baba