Download Bhakti Bharat APP
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Hanuman Chalisa - Durga Chalisa -

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina (जल जाये जिह्वा पापिनी, राम के बिना: भजन)


Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina
Ram Bina Nar Aise Jaise,
Ashv Lagaam Bina ।
Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।
Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।
Kshatriy Aan Bina,
Brahmanagyan Bina,
Ghar Santan Bina ।
Dehpran Bina,
Hath Daan Bina,
Bhojan Maan Bina ।
Ham Sab Ka Bekar Hai Jeena,
Raghuvar Naam Bina ।

Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।
Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।

Panchhi Pankh Bina,
Bichhoo Dank Bina,
Aarti Shankh Bina ।
Ganit Ank Bina,
Kamal Bhanvar Bina,
Nisha Mayank Bina ।
Byarth Bhraman Chintan Bhashan Sab,
Harike Naam Bina ।

Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।
Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।

Priyakant Bina,
Hastidant Bina,
Aadi Ant Bina ।
Ved Mantr Bina,
Math Mahanth Bina,
Kutiya Sant Bina ।
Bhajan Bina Nar Aise Jaise,
Ashv Lagam Bina ।

Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।
Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।

Pushp Baag Bina,
Sant Tyag Bina,
Gaana Raag Bina ।
Sheesh Naman Bina,
Nayan Darash Bina,
Naari Suhaag Bina ।
Sant Kahai Ye Jag Hai Soona,
Aatma Gyan Bina ।

Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।
Jal Jaaye Jihwa Papini,
Ram Ke Bina ।

जल जाये जिह्वा पापिनी, राम के बिना: भजन हिन्दी में पढ़ें

राम बिना नर ऐसे जैसे, अश्व लगाम बिना । जल जाये जिह्वा पापिनी..
Read Also
About Swasti Pandy

Good news for Bhakti Bharat USA users!

Swasti Pandy one of the prominent Bhajan singers in the USA from India, and she is also a music teacher in the United States of America, with over 25 years of experience. Her singing talent was recognized by the audience for Hindu devotional music, bhajans. Swasti Pandey describes what Sohar is? How it originated in the Vedic period and later presents at Krishna janm sohar on the occasion of Janmashtami in California’s San Bruno Santan Mandir, USA.

The popular Bhajans for which she is credited the most are given below.
Shri Rudrashtakam - Goswami Tulasidas Krat
Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

To listen to more songs from Swasti Pandey, stay tuned with Bhakti Bharat.

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanBihari BhajanSwasti Pandey BhajanUSA Bhajan

Other Popular Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina Video

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina By Yogendra, Smt Pinki, Mansi, Nainasi

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina By Nitesh Ramchandra

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina By Pradeep Mishra

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jai Jai Ganraj Manaun

Jai Jai Ganraj Manaun, Charanon Mein Shish Navaun, Jab Tak Saanse Hain Tan Mein, tera Hi Dhyan Lagaun,
Gajanand Ji Hamare Ghar Aao, Bulate Hai Chale Aao ॥

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa

More Ganpati Ganesh Karo Kirpa, More Raja Maharaj Karo Kirpa, Kirpa Karo Maharaj Gaganan, Maa Gaura ke Laala, Gajanan Kirpa, More Ganpati Ganesh Karo Kirpa, More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Gauri Ke Lala Ho Mere Ghar Aa Jana

Gauri Ke Lala Ho, Mere Ghar Aa Jana, Ghar Aangan Ki O Deva, Sobha Badha Jana, Gauri Ke Lala Ho,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Gajanan Aa Jao Ek Baar

Sabse Pahle Ho Teri Pooja, Phir Kaam Bane Baba Duja, Ho Teri Pooja Ho Har Baar, Sabha Mein Tumhai Bulate Hai ॥

Pat Rakho Gauri Ke Lal Hum Teri Sharan Aaye

Pat Rakho Gauri Ke Lal, Hum Teri Sharan Aaye ॥

Om Jai Gauri Nanda

Om Jai Gauri Nanda, Prabhu Jai Gauri Nanda, Ganpati Anand Kanda, Ganpati Anand Kanda, Main Charnan Vanda, Om Jai Gauri Nanda ॥

Hanuman Chalisa -
Ram Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP