Manga Hai Maine Maiya Se Vardaan Ek Hi
Manga Hai Maine Maiya Se, Vardaan Ek Hi, Teri Krupa Bani Rahe, Jab Tak Hai Jindegi ॥
Bhajan
Maa Ke Charno Mein Hi To Vo Jannat Hoti Hai
Jaha Pe Bin Mange, Puri Har Mannat Hoti Hai, Maa Ke Charno Mein Hi To, Vo Jannat Hoti Hai, Phike Lagte Chand Sitare, Phike Lagte Chand Sitare, Bhi Maa Tere Aage, Baar Baar Main Bari Jaun, Najar Kahi Na Lage, Tu Kitni Bholi Hai, Tu Kitni Pyari Hai ॥
Bhajan
Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka, Bhole Baba Mere Hai, Main Beta hun Mahakal Ka, Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka ॥
Bhajan
Ek Tu Sachi Sarkar Maa Jhandewali
Ek Tu Sachi Sarkar, Maa Jhandewali, Sacha Tera Darwar, Maa Jhandewali, Ek Tu Sachi Sarkar,
Maa Jhandewali ॥
Bhajan
Sukh Dene Wale Dukh Harne Wale
Sukh Dene Wale Dukh Harne Wale, Ase Ganray Ko Sabka Pranam, Sarbapratham Puja Jiski Hoti,
Gan Ganpati Unka Naam ॥
Bhajan
Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana
Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana, Main Dhyan Dharu Tera Bigadi Ko Tum Banana, Ram Ram Boli Jay Siyaram, Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥
Bhajan
Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna
Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna, Suswagatam Sharanagatam Krishna, Suswagatam Sharanagatam Krishna, Swagatam Krishna Sharanagatam Krishna..
Bhajan
Tero Laal Yashoda Chhal Gayo Ri
Tero Laal Yashoda Chhal Gayo Ri, Mero Makhan Churakar Badal Gayo Ri ॥
Bhajan
Gobind Chale Charavan Gaiya । Dino Hai Rishi Aaju Bhalau Din, Kahyau Hai Jasoda Maiya ॥
Bhajan
Aao Aao Ganpati Maharaj, Padharo Mhare Angna Ji, Kabse Rasta Rahe Hai Nihar, Kabse Rasta Rahe Hai Nihar, Padharo Mhare Angna Ji, Aao Aao Ganpati Maharaj, Padharo Mhare Angna Ji ॥
Bhajan
Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka, Mela Maiya Ka Aaya Rela Maiya Ka, Bhakto Jai Mata Di Bolo Aaya Mela Maiya Ka ॥
Bhajan
Jai Jai Ganpati Gajanand Teri Jai Hove
Jai Jai Ganpati Gajanand, Teri Jai Hove, Jaun Tope Balihari, Teri Jai Hove, Jai Jai Ganpati Gajanand, Teri Jai Hove ॥
Bhajan
Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati
Maaniye Pahale Gajanan, Gajvadan Hey Ganapati, Jisne Bhi Dil Se Pukara, Dukhharan Hey Ganpati, Jisne Bhi Dil Se Pukara, Dukhharan Hey Ganpati, Tum Bhi Bolo Ganpati, Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥
Bhajan
Jai Ho Teri Ganraj Gajanan, Jai Ho Teri Ganraj, Pratham Poojya Tum Dev Ho Deva, Devo Ke Maharaj,
Jai Ho Teri Ganraj Gajanan, Jai Ho Teri Ganraj ॥
Bhajan
Gaiye Ganpati Subaho Shaam, Mangalmurti Mangalkari, Pawan kari Tero Naam, Gaiye Ganpati Subaho Shaam ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.