Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhajan Mera Haath Pakad Le Re, Kanha (मेरा हाथ पकड़ ले रे, कान्हा - भजन)


Bhajan Mera Haath Pakad Le Re, Kanha
Mera Haath Pakad Le Re,
Kanha Dil Mera Ghabraye,
Kale Kale Baadal,
Gam Ke Baadal,
Sir Pe Mere Mandraaye,
॥ Mera Haath Pakad Len Re, Kanha… ॥
Agar Mere Vash Mein,
Hota Kanhaiya,
To Paar Lagata Main,
Khud Apni Naiya,
Yahan Wahan Rakhoon,
Jahaan Jahaan Rakhoon,
Paanv Phisalta Jaaye,
॥ Mera Haath Pakad Len Re, Kanha… ॥

Agar Aana Hai to,
Aaja Kanhaiya,
Paar Laga Ja,
Ban Ke Khivaiya,
Dheere Dheere Karke,
Thoda Thoda Karke,
Waqt Gujarta Jaaye Re,
॥ Mera Haath Pakad Len Re, Kanha… ॥

Nahin Aana Ho to,
Khabar Bheje Denna,
Haalat Uthakar,
Nazar Dekh Lena,
Kahi Aisa Na Ho,
Tere Bharose,
Banwari Rah Jaaye Re,
॥ Mera Haath Pakad Len Re, Kanha… ॥

Mera Haath Pakad Le Re,
Kanha Dil Mera Ghabraye,
Kale Kale Baadal,
Gam Ke Baadal,
Sir Pe Mere Mandraye Re,
॥ Mera Haath Pakad Len Re, Kanha… ॥

Mera Haath Pakad Le Re,
Kanha Dil Mera Ghabraye,
Kale Kale Baadal,
Gam Ke Baadal,
Sir Pe Mere Mandraaye

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

मेरा हाथ पकड़ ले रे, कान्हा - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरा हाथ पकड़ ले रे, कान्हा दिल मेरा घबराये, काले काले बादल..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanBadhai BhajanJanmdin BhajanBirthday Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥

Ram Lakshman Ke Sang Janki

Ram Lakshman Ke Sang Janki, Jai Bolo Hanuman Ki...

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari

Avadh Bihari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari, Giravar Dhari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP