Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar
Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥
Bhajan
Tere Charanon Mein Shish Main Jhukaun, Tere Hi Gun Gaun, O Mata Meri Laaj Rakh Le, Laaj Rakh Le,
Aur Kiske Dwar Pe Main jaun, Maiya Ji Meri Laaj Rakh Le O Maa ॥
Bhajan
Tu Le Maiya Ka Naam Tere Puran Honge Kaam
Jab Sankat koi aaye, Tu Le Maiya Ka Naam, Tere Puran Honge Kaam, Jab Byakul Maan Ghabraye,
Tu Le Maiya Ka Naam, Tere Puran Honge Kaam ॥
Bhajan
Jab Jab Hum Dadiji Ka Mangalpath Karte Hai
Jab Jab Hum Dadiji Ka, Mangalpath Karte Hai, Sachhat Dhanayani Se, Ham Baat Karte Hain ॥
Bhajan
Tumhi Meri Naiya Kinara Tumhi Ho
Tumhi Meri Naiya, Kinaara Tumhi Ho, Meri Jindagi Ka, Sahara Tumhi Ho, Tumhi Meri Naiya,
Kinaara Tumhi Ho ॥
Bhajan
Var De Veena Vadini Var De: Saraswati Vandana
Var De, Veenavadini Var De । Priya Swatantra Rav, Amrit Mantra Nav Bharat Mein Bhar De ।
Bhajan
Beta Bulaye Jhat Daudi Chali Aaye Maa
Main Nahi Janu Pooja Teri, Par Tu Na Karana Maiya Deri, Tera Lakhkha Tujhe Puk...
Bhajan
Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥
Bhajan
De De Thoda Pyar Maiya Tera Kya Ghat Jayega
De De Thoda Pyar Maiya, Tera Kya Ghat Jayega, Ye Balak Bhi Tar Jayega, De De Thoda Pyar ॥
Bhajan
Tumhare Charno Main Maiya Naman Hamara Hai
Trishul Hai Hathon Mein, Aur Khadag Ko Dhara Hai, Tumhare Charnon Mein, Maiya Naman Hamara Hai,
Maan Ashtbhuji Tumne, Sansar Ko Taara Hai, Tumhare Charno Mein, Maiya Naman Hamara Hai ॥
Bhajan
Odho Odho Mhaari Mata Rani Aaj, Bhagat Thaari Chunad Lyaya Ye, Odho Odho Mhaari Kuldevi Aaj...
Bhajan
Mata Mahadevi Hai Naam Viraji Dasharman Main
Mata Mahadevi Hai Naam, Viraji Dasharman Mein, Seva Mein Panda Hazaar, Mai Ki Madhuliya Mein, Mata Mahadevi Hain Naam, Viraji Dasharman Mein ॥
Bhajan
Shambhu Ki Piyari, Giriraj Ki Dulari, Girijag Gabag Gabag Gabag Garud Gaur Wali..
Bhajan
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah, Main Bhatka Hua Dagar Se, Ehsaas Karo Re Ek Mujhpe,
Bata Do Koi Maa Ke Bhawan Ki Raah ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.