Aayo Aayo Re Shivratri Tyohaar
shivratri ke din shraddha se, shiv mahima jo gaye, ant samay shiv bhakti usko, moksh ki raah dikhaye, aaj ke din sunte, shiv bhakto ki pukaar, aayo aayo re shivratri tyohaar, aayo aayo re shivratri tyohaar.
Bhajan
Devo Me Sabse Bade Mere Mahadev Hai
Devo Mein Sabse Bade, Mere Mahadev Hain, Sarpo Ki Gale Maal, Chandrama Sohe Bhaal, Adbhut Mahadev Hai ॥
Bhajan
Mahima Teri Samjh Saka Na Koi Bhole Shankar
Mahima Teri Samajh Saka Na, Koi Bhole Shankar, Kabhi Toh Bhole Bhandari Ho, Kabhi to Roop Bhayankar,
Kabhi Toh Bhole Bhandari Ho, Kabhi to Roop Bhayankar ॥
Bhajan
Shiv Hai Sundar Shiv Hai Pyara
Shiv Hain Sundar , Shiv Hain Pyara , Shiv Shankar Ka , Roop Nirala , Shiv Ke Mastak Par Hain Chanda , Shiv Ki Jata Se Bahati Ganga॥
Bhajan
Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai
Mere Jindegi Mein Gamon Ka Jahar Hai, Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai, Oh Vish Pine Wale Chupa Tu Kidhar Hai ॥
Bhajan
Teen Lok Tripurari Mere Kailash Trishuldhari
Teen Lok Tripurari Mere Kailash Trishuldhari, Ek Tera Bhagat Aur Fan Armi Su Bhole Bhandari ॥
Bhajan
Bholenath Base Jyotirling Mein
Bholenath Base Jyotirling Mein, Mahima Jinki Hai Bhari, Barah Jyotirling Ko Puje, Barah Jyotirling Ko Puje, Saara Jahaan, Bholenath Base Jyotirling Mein ॥
Bhajan
Haridwar Jaungi Sakhi Na Laut Ke Aaungi
Sakhi Haridwar Jaungi, Haridwar Jaungi, Sakhi Na Laut Ke Aungi, Mere Uthe Virah Mein Phir,
Sakhi Haridwar Jaungi ॥
Bhajan
Galiyan Jara Saja Do Mahakal Aa Rahe Hai
Galiyan Jara Saja Do, Mahakal Aa Rahe Hai, Shradha Se Sar Jhuka Lo, Mahakal Aa Rahe Hai, Galiyan Jara Saja Do, Mahakal Aa Rahe Hai ॥
Bhajan
Bam Bam Bhole Bol Jogiya Bam Bam Bhole Bol, Bhole Naath Ki Takadi Deti Pura Pura Tel,
Bam Bam Bhole Bol ॥
Bhajan
Rahate Ujjain Mein Baba Mahakal, Karate Bhakton Ko Hai Bhakti Se Nihal, Bhakti Mein Teri Hua Malamal, Rahate Ujjain Mein Baba Mahakal ॥
Bhajan
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane, Machal Gaye Nachbe Ko, Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane, Machal Gaye Nachbe Ko, Dam Dam Damroo Baaje Pyaari, Naach Rahe Bhole Bhandari, Kaise Lahar Lahar Lage Lahraane, Machal Gaye Nachbe Ko, Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane, Machal Gaye Nachbe Ko ॥
Bhajan
Main To Shiv Hi Shiv Ko Dhyau, Jal Se Snaan Karaun, Main To Chaaval Chandan Chadhaun, Main To Chaaval Chandan Chadhaun, Aur Aak Dhatura Lyaun, Main To Shiv Hi Shiv Ko Dhyau, Jal Se Snaan Karaun ॥
Bhajan
Lau Kaha Se Bhole Nath Teri Bhangiya
Lau Kaha Se, Bhole Nath Teri Bhangiya, Dhundh Dhundh Main To Haar Gaya, Main To Haar Gaya,
Mili na Teri Bhangiya, Lau Kaha Se, Bhole Nath Teri Bhangiya ॥
Bhajan
Bhole Baba Ki Nikli Baraat Hai
Bhole Baba Ki Nikli Baraat Hai, Bhut Pret Hai Barati Kya Baat Hai, Nikli Baraat Hai, Bhole Baba Ki Nikli Baraat Hai, Bhut Pret Hai Barati Kya Baat Hai ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.