Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shiv Hai Sundar Shiv Hai Pyara (शिव हैं सुंदर शिव हैं प्यारा - भजन)


Shiv Hai Sundar Shiv Hai Pyara
Shiv Hain Sundar , Shiv Hain Pyara ,
Shiv Shankar Ka , Roop Nirala ,
Shiv Ke Mastak Par Hain Chanda ,
Shiv Ki Jata Se Bahati Ganga॥
Saurashtr Mein Somnath Hain Shiv Ji ,
Shreeshailam Mein Mallikaarjun Shiv Ji ,
Ujjain Mein Mahakal Hain Shiv Ji ,
Omkareshwar Mein Omakar Hain Shiv Ji ॥

Parli Mein Vaidhaaath Hain Shiv Ji ,
Daakinee Mein Bheemshankar Hain Shiv Ji ,
Setubandh Mein Rameshwar Hain Shiv Ji ,
Darukavan Mein Nageshwar Hain Shiv Ji ॥

Varanasi Mein Vishwanath Hain Shiv Ji ,
Gautami Tat Par Trimbakeshwar Hain Shiv Ji ,
Himalay Mein Kedar Hain Shiv Ji ,
Shivalay Mein Ghrshneshwar Hain Shiv Ji ॥

Devo Mein Mahadev Hain Shiv Ji ,
Kalo Ke Mahakal Hain Shiv Ji ,
Teeno Lok Ke Swami Hain Shiv Ji ,
Bade Hi Antaryami Hain Shiv Ji ॥

Shiv Shankar Hain, Bhole Bhaale ,
Bhakton Ke Jeevan Rakhwale ,
Bade Bade Sankat Bhakton Ke ,
Shiv Shankar Ne Pal Mein Taale ॥

Shiv Ki Sharan Mein Jo Bhi Aave ,
Khaali Hath Na Vaapas Jaave ,
Sabki Jholi Shiv Hain Bharate ,
Sabki Ichchha Poori Karate ॥

शिव हैं सुंदर शिव हैं प्यारा - भजन हिन्दी में पढ़ें

शिव हैं सुन्दर , शिव हैं प्यारा , शिव शंकर का , रूप निराला , शिव के मस्तक पर हैं चंदा , शिव की जटा से बहती गंगा ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye

Namami Bhakt Vatsalan

Namami Bhakt Vatsalan । Krpalu Sheel Komlan ॥ Bhajami Te Padambujan ।

Ram Japate Raho, Kam Karte Raho

Ram Japte Raho, Kam Karte Raho । Waqt Jeevan Ka, Yunhi Nikal Jayega ।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP